Wajah

Girta parta sambhalta hoon mein
Hawaon mein jaisay chalta hoon mein
Zameen ki koi khabar nahi mein kya karoon

Utra hai chehra is pal to
Agle pal hai chehra khila
Hoon mushkil mein ye kaisi phassa mein kya karoon

Kisi ne hai jaisay yun cheena sukoon
Is tarha to mein bilkul jee na sakoon
Aisa lagta hai jaisay kisi ne kismat ki lakeeron pe
Kiya ho jaadu shuru

Bura hai ab jo bhi wo acha lage
Jhoot sacha aur har wada kacha lagay
Pyaar k is suhanay mausam mein kiun
Kaali ghataon ka badal barasta lagay

Ab kisko aur kaisay ye sab samjhaye
Bayan jo kar sakein woh lafz kahan se laayn
Mujhko to bas ik baat hai pata
In sab cheezon ki

Tu Hai Wajah
Tu Hai Wajah
Tu Hai Wajah
Tu Hai Wajah
Tu Hai Wajah
Tu Hai Wajah
Tu Hai Wajah
Tu Hai Wajah

Tu Hai Wajah
Tu Hai Wajah
Tu Hai Wajah
Tu Hai Wajah
Tu Hai Wajah
Tu Hai Wajah
Tu Hai Wajah

Dil tez tez chalta hai
Jabh bhi hota tera deedar hai
Yeh kehna lagta theek hai k
Humko tumse pyaar hai

Apna hai jo apna na lage
Sapna bhi ab sapna na lage
In becheniyon mein hi aanay laga hai maza

Tu na ho to sochein hein teri
Jinse guzartin raatein meri
In silsilon ki

Tu Hai Wajah
Tu Hai Wajah
Tu Hai Wajah
Tu Hai Wajah
Tu Hai Wajah
Tu Hai Wajah
Tu Hai Wajah
Tu Hai Wajah

Tu Hai Wajah
Tu Hai Wajah
Tu Hai Wajah
Tu Hai Wajah
Tu Hai Wajah
Tu Hai Wajah
Tu Hai Wajah

Tu Hai Wajah
Tu Hai Wajah
Tu Hai Wajah
Tu Hai Wajah
Tu Hai Wajah



Credits
Writer(s): Jameel Zafar
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link