Teri Yaadon Mein
Teri yaadon mein
Teri baaton mein
Dooba hu mai dooba hu mai dooba hu din raat
Teri yaadon mein
Teri baaton mein
Dooba hu mai dooba hu mai dooba hu din raat
Toota hua mai iss kadar
Dil ki bhi ban gayi kabar
Mujhko na bikul bhi khabar
Rehta hu bas mai darbadar
Kehta tha tujhko humsafar
Ye kahani na rahi safal
Maana aayi mujhko ab akal
Bas yaadein deti hai dakhal
Laakh kasme thi khaayi
Har vo kasam bhi nibhayi
Fir bhi aayi hisse tanhaai
Mere dil mein kyu tu samaai
Iss chakkr mein bana harjaayi
Mai haara hu dil ki ladaayi
Ye hoti hai dard ki kamaayi
Aakhon se girti siyaahi
Teri yaadon mein
Teri baaton mein
Dooba hu mai dooba hu mai dooba hu din raat
Teri yaadon mein
Teri baaton mein
Dooba hu mai dooba hu mai dooba hu din raat
Kis baat ka badla liya tune
Kis baat ka dard diya tune
Bas ishq hi to kiya maine
Iss baat ki bhi saza de de
Gayi tu door wajah dede
Yaadon se mujhko riha de de
Rona mai chaahu panah de de
Marne ki mujhko raza de de
Bachpan ki saari baatein teri
Sun sun kaati hai raatein meri
Kya ab karti hai baatein meri
Kya ab katti hai raatein teri
Kya ab tujhko manata koi
Kya ab tujhko sulaata koi
Kya ab tujhko hasata koi
Kya tujhse pyaar jatata koi
Teri yaadon mein
Teri baaton mein
Dooba hu mai dooba hu mai dooba hu din raat
Teri yaadon mein
Teri baaton mein
Dooba hu mai dooba hu mai dooba hu din raat
Dard Panne par likh likh raatein hai maine guzaari
Shayad itni si kahani thi tab se ab tak ye humaari
Jhooth kahu to kahu kaise tune banaya likhari
Bas jeeni hai zindagi ye jo tune kabhi thi sawaari
Aati awaaze mujhko jo lagta tune hi hai pukaari
Raha na kuch dene ko dil bhi bangya hai ye bikhaari
Yaadein na rahi dene ko kabhi paas thi ye tumhaari
Ab rahunga na mai vaise jaisa mila tha pehli baari
Teri yaadon mein
Teri baaton mein
Dooba hu mai dooba hu mai dooban hu din raat

Credits
Writer(s): Abhinav Peer
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2025 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.