Kiya Tha Galat Maine

Apne, raste Hain alag, jaanta, hun ya main,
fir kyun, aakhri ik dafa, tumse Milana chahta, hun main
Aise, to Mana nahin kar sakte, par Shayad ab, badal rahi ho tum
Aakhir, ab tumne man banaa liya hai,
Lo tod do ye dil fir se, jao tum chale

Bus thoda sa waqt chahie, hamesha man to Leta Hun main apni galti
Tumhe to pata hai Meri aadat, fir kyon is bar kardo itni jaldi

Shayad Tum khud khud Ko kabhi, maaf Karna pao, is galti ke liye
Shayad main khud Ko kabhi, maaf Karna paaun, is galti ke liye,

kiya tha galat maine, Na Suna tha tumhen,
Kash Laut aayein wo pal, jo hain Gujar chuke,
haan chahta hun tumhen, chahunga main tumhen,
Kash Laut aayein wo pal, jo hain Gujar chuke

Haan, main hi hun wo, jis ne, kaha tha tumhe,
Please, tum dur jao, mujhse chale,
Na, main jaanta tha, ki yah fasle,
Aise, badhenge ki, Ham fir kabhi Na Mile,

Shayad main khud Ko kabhi, maaf Karna paaun, is galti ke liye,
Shayad Tum khud khud Ko kabhi, maaf Karna pao, is galti ke liye

kiya tha galat main, Na Suna tha tumhen,
Kash Laut aaye wo pal, jo hai Gujar chuke,
haan chahta hun tumhen, chahunga main tumhen,
Kash Laut aaye wo pal, jo hai Gujar chuke
Dil na Mane, ab ye Mera, kare khud se shikwa, rakhe khud se Gila,
Chahe, ye fir se, kash laut aayein wo pal jo hain gujar chuke,
Sununga main, padhunga main, dekhunga main, tujhe,
Han, chahta hun ye main, kash Laut aayein woh pal jo hain Gujar chuke,
Kash Laut aaye wo pal jo hain Gujar chuke



Credits
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link