Ehm
Ya main sahi tha
Ya main ghalat
Mujhmein kami thi
Bus tu he sahe thi
Ya main sahi tha
Ya main ghalat
Mujhmein kami thi
Bus tu he sahe thi
Tere he chakar main toray dil
Tere he chakkar main joray dil
Tu he wajah jo main badla
Samjha hu ab hoye thore din
Nafrat hoye apnay aap say
Lar raha main apnay dimagh say
Dhoon raha hoon apna saya
Saya bhi na mujhy sth day
Khudse khudhe khud ko
Main khudke ghum main gum hoon
Main khudse khud ka muntazir
Mujhy dhoondey meri he nazar
Mujhy khudki na koi khabar
Main khudko lagta ab zeher
Main khudsay karta koi baat nahi
Na aye teri yad kabhi
Haan tu ghalat thi
Haan mein sahe tha
Tujhe mein kami thi
Mujhe main nahi thi
Haan mein ehm tha
Yahe weham tha
Haan mein ehm tha
Yahe weham tha
Tumhare bina hum jee na sakein gay yeh soch tha tumne
Humere bina tum jee na sako gay yeh soch tha humne
Tum he toh bas mere khaas thy
Tum he toh bas mere paas thy
Tu he toh basti thi dil kay mohale main
Tum he toh bas mere saath thy
Lekin, tumhare bina Ab bhi kat rahe din
Ab bhi kat rahi raatein
Muqaddas hai har din muqaddas hai raatein
Jese Tese karke chal Rahi saansein
Tor'ra hai Dil aur tor're hein waadein
Bhoolon mein kese woh Teri sab baatein
Yaad mein Karun toh jalta hai khoon
Kese bayan karo Teri sab baatein
Diye jo tu ney zakham
Nai koi dawa nai koi marham
Rootha hai aks mujhse roothi hai rooh
Jhoota hai har shks aur jhoothi hai tu
Mohabbat adavat wafa be'rukhi
Karaye kay ghar tu badal'ti rahe gi
Gham kay angan main humesha rahe gi
Tu jab tak hai zinda hai tu tab tak jale gi
Haan tu ghalat thi
Haan mein sahe tha
Tujhe mein kami thi
Mujhe main nahi thi
Haan mein ehm tha
Yahe weham tha
Haan mein ehm tha
Yahe weham tha
Tu rooh baru thi
Ab rooh baru nahi
Tu kyun badal gayee
Tu hoo bahu nahi
Tu tu nahi rahi
Tujhme wo baat na
Yaaden hein paas mere
Tu mere sath na
Mujhme b ab wesi baat nahi
Is dard e dil ka ilaaj nahi
Mujhko samajhta samaaj nahi
Raha khud pe ab khud mera raaj nahi
Aaj nahi mujhe teri zarurat
Ab dard aur sehne ki mujhme na kuwat
Lagti tu mujhko thi jesi koi hoor ab
Dekhna chahta na teri ye soorat
Sach hai koi ilzaam na
Tu galat main badnaam tha
Jaanta na tha par jaan gaya
Teri hakeekat se main tab anjaan tha
Raha tere liye makhsoos nahi ab
Hoga tujhe kuch mehsoos nahi ab
Khudse main rahun afsurda
Aesa lagay jese k main mehfooz nai ab
Ya main ghalat
Mujhmein kami thi
Bus tu he sahe thi
Ya main sahi tha
Ya main ghalat
Mujhmein kami thi
Bus tu he sahe thi
Tere he chakar main toray dil
Tere he chakkar main joray dil
Tu he wajah jo main badla
Samjha hu ab hoye thore din
Nafrat hoye apnay aap say
Lar raha main apnay dimagh say
Dhoon raha hoon apna saya
Saya bhi na mujhy sth day
Khudse khudhe khud ko
Main khudke ghum main gum hoon
Main khudse khud ka muntazir
Mujhy dhoondey meri he nazar
Mujhy khudki na koi khabar
Main khudko lagta ab zeher
Main khudsay karta koi baat nahi
Na aye teri yad kabhi
Haan tu ghalat thi
Haan mein sahe tha
Tujhe mein kami thi
Mujhe main nahi thi
Haan mein ehm tha
Yahe weham tha
Haan mein ehm tha
Yahe weham tha
Tumhare bina hum jee na sakein gay yeh soch tha tumne
Humere bina tum jee na sako gay yeh soch tha humne
Tum he toh bas mere khaas thy
Tum he toh bas mere paas thy
Tu he toh basti thi dil kay mohale main
Tum he toh bas mere saath thy
Lekin, tumhare bina Ab bhi kat rahe din
Ab bhi kat rahi raatein
Muqaddas hai har din muqaddas hai raatein
Jese Tese karke chal Rahi saansein
Tor'ra hai Dil aur tor're hein waadein
Bhoolon mein kese woh Teri sab baatein
Yaad mein Karun toh jalta hai khoon
Kese bayan karo Teri sab baatein
Diye jo tu ney zakham
Nai koi dawa nai koi marham
Rootha hai aks mujhse roothi hai rooh
Jhoota hai har shks aur jhoothi hai tu
Mohabbat adavat wafa be'rukhi
Karaye kay ghar tu badal'ti rahe gi
Gham kay angan main humesha rahe gi
Tu jab tak hai zinda hai tu tab tak jale gi
Haan tu ghalat thi
Haan mein sahe tha
Tujhe mein kami thi
Mujhe main nahi thi
Haan mein ehm tha
Yahe weham tha
Haan mein ehm tha
Yahe weham tha
Tu rooh baru thi
Ab rooh baru nahi
Tu kyun badal gayee
Tu hoo bahu nahi
Tu tu nahi rahi
Tujhme wo baat na
Yaaden hein paas mere
Tu mere sath na
Mujhme b ab wesi baat nahi
Is dard e dil ka ilaaj nahi
Mujhko samajhta samaaj nahi
Raha khud pe ab khud mera raaj nahi
Aaj nahi mujhe teri zarurat
Ab dard aur sehne ki mujhme na kuwat
Lagti tu mujhko thi jesi koi hoor ab
Dekhna chahta na teri ye soorat
Sach hai koi ilzaam na
Tu galat main badnaam tha
Jaanta na tha par jaan gaya
Teri hakeekat se main tab anjaan tha
Raha tere liye makhsoos nahi ab
Hoga tujhe kuch mehsoos nahi ab
Khudse main rahun afsurda
Aesa lagay jese k main mehfooz nai ab
Credits
Writer(s): Faisal Sultan, Saad Khan, Salman
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.