Parwaah Nahi
Log kehte jo bhi kehne do
Haa mujhe koi parwah nahi
Leli mohalat khudse hai kuch waqt
Fark ab mujhe padta nahi
Aaj mere saath jo khade hai log, i know
Wo kal ko toh honge nahi
Jinhe lagta wo jaante mujhe hai
Bas jaanlo yahi ki tum jaante nahi
Samjhaane ke kaabil nahi
Kyunki jaahil hu thoda main
Sahbdo ke khel me
Ya shabdo me shamta nahi ke wo
Jaanke mujhko utar jaaye panno pe
Jaan loge toh saath nahi rahoge
Saath rahe toh khush nahi rahoge
Aur jisko khushi ki talab na wo
Kaise jeeyega umeedo ke panno pe
Rakhta umeed hu aur
Umeedo pe Zinda hu
Umeed bhi khudse hi rakhi
Kyunki iklota khudi ka main saga hu
Abhi haal hi main saal ki Shuruaat me hi
Kia yaad ek aur shaks puraana
Lagi sorted si sambhavna
Chaati rakhi khuli aur dil dubara thok daala
Log kehte jo bhi kehne do
Haa mujhe koi parwah nahi
Leli mohalat khudse hai kuch waqt
Fark ab mujhe padta nahi
Aaj mere saath jo khade hai log, i know
Wo kal ko toh honge nahi
Jinhe lagta wo jaante mujhe hai
Bas jaanlo yahi ki tum jaante nahi
Saal bharr me bharam tuta mera
Zamkham bhula ni main
Yaadon me wo chehra
Rait ki ghadiyon ki maafik
Haath se waqt hai behraa
Mujhe yaad ni kab khaya kab soya
Kab din kab raat kab maine khaab boya
Takleef, takraar, bande hazaar khoya
Faltu ka loyal
Arzu ke taraazu me tawakkul hai
Shayd nahi kyunki sapne hore chaknachur hai
Ya waqt ke badlaav ke ye rang hai
Yaa hamse ni hone waala husn-al-dhan
Sharam jo hai baaki usme diye apne sapne
Chod di hai khushi Tod diye sapne
Bhatke bhatke raah par ham
Ghume phire unemployed
Phhir bhi
Rakhta umeed hu aur
Umeedo pe Zinda hu
Umeed bhi khudse hi rakhi
Kyunki iklota khudi ka main saga hu
Abhi haal hi main saal ki Shuruaat me hi
Kia yaad ek aur shaks puraana
Lagi sorted si sambhavna
Chaati rakhi khuli aur dil dubara thok daala
Log kehte jo bhi kehne do
Haa mujhe koi parwah nahi
Leli mohalat khudse hai kuch waqt
Fark ab mujhe padta nahi
Aaj mere saath jo khade hai log, i know
Wo kal ko toh honge nahi
Jinhe lagta wo jaante mujhe hai
Bas jaanlo yahi ki tum jaante nahi
Log kehte jo bhi kehne do
Haa mujhe koi parwah nahi
Leli mohalat khudse hai kuch waqt
Fark ab mujhe padta nahi
Aaj mere saath jo khade hai log, i know
Wo kal ko toh honge nahi
Jinhe lagta wo jaante mujhe hai
Bas jaanlo yahi ki tum jaante nahi
Log kehte jo bhi kehne do
Haa mujhe koi parwah nahi
Leli mohalat khudse hai kuch waqt
Fark ab mujhe padta nahi
Aaj mere saath jo khade hai log, i know
Wo kal ko toh honge nahi
Jinhe lagta wo jaante mujhe hai
Bas jaanlo yahi ki tum jaante nahi
Haa mujhe koi parwah nahi
Leli mohalat khudse hai kuch waqt
Fark ab mujhe padta nahi
Aaj mere saath jo khade hai log, i know
Wo kal ko toh honge nahi
Jinhe lagta wo jaante mujhe hai
Bas jaanlo yahi ki tum jaante nahi
Samjhaane ke kaabil nahi
Kyunki jaahil hu thoda main
Sahbdo ke khel me
Ya shabdo me shamta nahi ke wo
Jaanke mujhko utar jaaye panno pe
Jaan loge toh saath nahi rahoge
Saath rahe toh khush nahi rahoge
Aur jisko khushi ki talab na wo
Kaise jeeyega umeedo ke panno pe
Rakhta umeed hu aur
Umeedo pe Zinda hu
Umeed bhi khudse hi rakhi
Kyunki iklota khudi ka main saga hu
Abhi haal hi main saal ki Shuruaat me hi
Kia yaad ek aur shaks puraana
Lagi sorted si sambhavna
Chaati rakhi khuli aur dil dubara thok daala
Log kehte jo bhi kehne do
Haa mujhe koi parwah nahi
Leli mohalat khudse hai kuch waqt
Fark ab mujhe padta nahi
Aaj mere saath jo khade hai log, i know
Wo kal ko toh honge nahi
Jinhe lagta wo jaante mujhe hai
Bas jaanlo yahi ki tum jaante nahi
Saal bharr me bharam tuta mera
Zamkham bhula ni main
Yaadon me wo chehra
Rait ki ghadiyon ki maafik
Haath se waqt hai behraa
Mujhe yaad ni kab khaya kab soya
Kab din kab raat kab maine khaab boya
Takleef, takraar, bande hazaar khoya
Faltu ka loyal
Arzu ke taraazu me tawakkul hai
Shayd nahi kyunki sapne hore chaknachur hai
Ya waqt ke badlaav ke ye rang hai
Yaa hamse ni hone waala husn-al-dhan
Sharam jo hai baaki usme diye apne sapne
Chod di hai khushi Tod diye sapne
Bhatke bhatke raah par ham
Ghume phire unemployed
Phhir bhi
Rakhta umeed hu aur
Umeedo pe Zinda hu
Umeed bhi khudse hi rakhi
Kyunki iklota khudi ka main saga hu
Abhi haal hi main saal ki Shuruaat me hi
Kia yaad ek aur shaks puraana
Lagi sorted si sambhavna
Chaati rakhi khuli aur dil dubara thok daala
Log kehte jo bhi kehne do
Haa mujhe koi parwah nahi
Leli mohalat khudse hai kuch waqt
Fark ab mujhe padta nahi
Aaj mere saath jo khade hai log, i know
Wo kal ko toh honge nahi
Jinhe lagta wo jaante mujhe hai
Bas jaanlo yahi ki tum jaante nahi
Log kehte jo bhi kehne do
Haa mujhe koi parwah nahi
Leli mohalat khudse hai kuch waqt
Fark ab mujhe padta nahi
Aaj mere saath jo khade hai log, i know
Wo kal ko toh honge nahi
Jinhe lagta wo jaante mujhe hai
Bas jaanlo yahi ki tum jaante nahi
Log kehte jo bhi kehne do
Haa mujhe koi parwah nahi
Leli mohalat khudse hai kuch waqt
Fark ab mujhe padta nahi
Aaj mere saath jo khade hai log, i know
Wo kal ko toh honge nahi
Jinhe lagta wo jaante mujhe hai
Bas jaanlo yahi ki tum jaante nahi
Credits
Writer(s): Its Amaan
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.