Har Funn Maula (From "Koi Jaane Na")
Haadson ke iss sheher mein aaj koi aayega
Khol dega raaz ya phir raaz khud ban jayega
Raat ki aagosh mein yeh raaz rehne dijiye
Kijiyega kal khulasa, aaj rehne dijiye
Hai koi parwana yahaan
Jo jaan pe apni khelega?
Hai koi parwana yahaan
Jo jaan pe apni khelega?
Aashiqui mein hoke fana
Baahon mein shama ko le lega
Kitni haseenon pe kitni dafa yeh dola
Phir bhi faqeeron ka pehne huye hai chola
Ittar ki sheeshi hai
Jahaan bhi khul jaaye, hawa mein ghul jaaye
Dil jogi da har fan maula
Har fan maula
Aaye toh kayi karne idhar
Dil-e-beqaraar ki dawa
Shab se seher hote hi magar
Baari-baari saare ho gaye hawa
Aaye toh kayi karne idhar
Dil-e-beqaraar ki dawa
Shab se seher hote hi magar
Baari-baari saare ho gaye hawa
Shab ke andhere mein jannat dikhane waala
Main toh savere bhi dil na dukhane waala
Ke meri baahon mein
Raat jo guzre woh umr-bhar jaisi hai
Dil jogi da har fan maula
Har fan maula
Khol dega raaz ya phir raaz khud ban jayega
Raat ki aagosh mein yeh raaz rehne dijiye
Kijiyega kal khulasa, aaj rehne dijiye
Hai koi parwana yahaan
Jo jaan pe apni khelega?
Hai koi parwana yahaan
Jo jaan pe apni khelega?
Aashiqui mein hoke fana
Baahon mein shama ko le lega
Kitni haseenon pe kitni dafa yeh dola
Phir bhi faqeeron ka pehne huye hai chola
Ittar ki sheeshi hai
Jahaan bhi khul jaaye, hawa mein ghul jaaye
Dil jogi da har fan maula
Har fan maula
Aaye toh kayi karne idhar
Dil-e-beqaraar ki dawa
Shab se seher hote hi magar
Baari-baari saare ho gaye hawa
Aaye toh kayi karne idhar
Dil-e-beqaraar ki dawa
Shab se seher hote hi magar
Baari-baari saare ho gaye hawa
Shab ke andhere mein jannat dikhane waala
Main toh savere bhi dil na dukhane waala
Ke meri baahon mein
Raat jo guzre woh umr-bhar jaisi hai
Dil jogi da har fan maula
Har fan maula
Credits
Writer(s): Amitabh Bhattacharya
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.