Tere Bin

Tere bin main kese jeeya
Tere bin na lagta jiya
Tu hi tu dikhe har jagah
Jabse tu juda hai hua

Subah shaam raat dekhun teri photo
Jese tuhi mere jeene ki dava ban gayi hai
Tujse har par juda main rahu par
Ye dooriyan dono ki sazaye ban chuki hai
Waha tu bhi hai naakhush main bhi khushi nahi rehke tujhse door
Rehne laga majboor main
Pyaar itna hai k khoto dun main khudko chahe ladayi karta main roz hi

Tere bina lagta na jee mera
Tere bina saanson ko h chain kaha
Tere bin main khudko hi kho raha
Zindagi hai chup tere bina mila shor kahaTu maan chahe maan na
par tuhi meri jaan h jaake poochle saare jahan se
Waise toh sochta main pura din par khil jaata hun baby bas tere naam se.

Tere bin main kese jeeya
Tere bin na lagta jiya
Tu hi tu dikhe har jagah
Jabse tu juda hai hua

Soch raha baitha Tujhe khush kiya kab
Tu mujhe ruthi Toh rutha mera rab
Tujhko rula galat kiya sab
Tabhi mere lafz khush krte hai kam
Naa khush tu mujhse main janta hun
Galti hai meri main pehle se hi maanta hun
Tu pareshan thi phir bhi tu chup rahi
Meri bakwass tune har dum sahi
Bas main sahi vehm mujhe chada
Teri galtiyon ko nikalta main raha
Dekh ab uski hi mil rahi saza
Tu main rab hum teeno hi khafa
Khudse hi maine pucha Kya mujhe mila
Maafi maangta hun Jo bhi maine kiya
Haa jo bhi kiya khudke liye kiya
Khud garz hun main jo niraash tujhe kiya

Tere bin main kese jeeya
Tere bin na lagta jiya
Tu hi tu dikhe har jagah
Jabse tu juda hai hu



Credits
Writer(s): Dhruv Gor
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link