Mera Afsana
Subha shaam
Raaton raat
Mein sochti hoon
Apne roz k aansoon
Mein rokti hoon
Kyun hai mera
Apna dimagh
Mere khilaaf?
Kya hai kasoor?
Kyun hoon majboor?
Kya hai waja?
Kyun k kal phir bhi aaye ga
Yeh waqt aik din tham jaaye ga
Tau bas ruk ja
Mujhe lene de aik saans
Bas ruk ja
Mujhe lene de aik saans
Koshishein karoon gi
Mein ab rozaana
Kabhi haar nahi maanoon gi
Yeh mera afsana
Aur yeh hai mera
Apna dimagh
Meri pehchaan
Aur taaqat meri
Hai yeh zindagi
Meri waja
Kyun k kal phir bhi aaye ga
Yeh waqt aik din tham jaaye ga
Tau bas ruk ja
Mujhe lene de aik saans
Bas ruk ja
Mujhe lene de aik saans
Subha shaam
Raaton raat
Mein sochti hoon
Kyun k kal phir bhi aaye ga
Yeh waqt aik din tham jaaye ga
Tau bas ruk ja
Mujhe lene de aik saans
Bas ruk ja
Mujhe lene de aik saans
Raaton raat
Mein sochti hoon
Apne roz k aansoon
Mein rokti hoon
Kyun hai mera
Apna dimagh
Mere khilaaf?
Kya hai kasoor?
Kyun hoon majboor?
Kya hai waja?
Kyun k kal phir bhi aaye ga
Yeh waqt aik din tham jaaye ga
Tau bas ruk ja
Mujhe lene de aik saans
Bas ruk ja
Mujhe lene de aik saans
Koshishein karoon gi
Mein ab rozaana
Kabhi haar nahi maanoon gi
Yeh mera afsana
Aur yeh hai mera
Apna dimagh
Meri pehchaan
Aur taaqat meri
Hai yeh zindagi
Meri waja
Kyun k kal phir bhi aaye ga
Yeh waqt aik din tham jaaye ga
Tau bas ruk ja
Mujhe lene de aik saans
Bas ruk ja
Mujhe lene de aik saans
Subha shaam
Raaton raat
Mein sochti hoon
Kyun k kal phir bhi aaye ga
Yeh waqt aik din tham jaaye ga
Tau bas ruk ja
Mujhe lene de aik saans
Bas ruk ja
Mujhe lene de aik saans
Credits
Writer(s): Turaab Khan
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.