Aik Sajda Misle Hussain
Ek sajda kar nahi sakta koi misle hussain
De nahi sakta ye suraj roshni misle hussain
Hum azadaro ne ahlebait se sikha yahi
Zindagi misle ali aur misle hussain
Yoon to dunia me bahut aaye hai paighambar magar
Koi deen ko de na paya zindagi misle hussain
Saat bete de use aaye jo ek ke waste
Koi dikhla de mujhe aisa sakhi misle hussain
Apni tarha hi rakha wahid khuda ne shah ko
Hai na khaliq sa koi aur na koi misle hussain
Fitruse bepar hua ba par to ye kahne laga
Maine dekha hi nahi koi sakhi misle hussain
Yoon to hain masoom sab ke sab mohammad aur ali
Sab ne maana ban na payega koi misle hussain
Hurmala hairan na ho shish maahe ke hasne pe tu
Hai ali asghar ka khun bhi hashmi misle hussain
Zulm ka sar kaat de jo sabr ki talwar se
Aaj tak dekha nahi aysa jari misle hussain
Darmiyane teero khanjar bhi rakhi qaim namaz
Koi kar sakta nahi yoon bandagi misle hussain
Aye raza ye shayri ye fikr hai unki ataa
De nahi sakta mujhe kuch bhi koi misle hussain

Credits
Writer(s): Ali Irani
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.