Choona Hai Aasmaan - Live at DEMO Music Room
Choti si inn aankhon mein
Sapnay hazaaroun se hain
Haath banday hain par
Azaad hain iraaday
Manzil adhoori si hai
Par honslay pooray hain
Bass chaltay chaltay
Mil jaayengey woh raastay
Jo karna ham chaahein
Kar ke dikhaaein
Jo bhi ban na ham chaahein
Ban ke dikhaaein
Yeh jo mushkil ghari aayegi
Woh tou guzar jaayegi
Hogi woh subah ab jis mein
Ham ne choona hai yeh aasmaan
Aasmaan
O Socho tou zara woh din jab
Sooraj ki kirnoun ke sang
Umeedoun ke baadal
Kaisay cham cham barsengey
Socho tou zara woh din ka
Jab ham aazaad panchi
Khuwaahishoun ke badal pe yoon
Maujon mein jhoomengey
Poocho tou zara iss dil se
Suni hai kabhi kiya iss ki
Log kya kahengey keh ke
Jee li ab yeh zindagi
Kyun logoun se hai darna
Jo dil mein wohi karna
Kuch tou log kahengey bass yeh
Kehtay rahengey kyun ke
Manzil ko paana hai tou
Inn ko harana hai aur
Laani hai subha woh jis mein
Ham ne choona hai yeh aasmaan
Aasmaan
Sapnay hazaaroun se hain
Haath banday hain par
Azaad hain iraaday
Manzil adhoori si hai
Par honslay pooray hain
Bass chaltay chaltay
Mil jaayengey woh raastay
Jo karna ham chaahein
Kar ke dikhaaein
Jo bhi ban na ham chaahein
Ban ke dikhaaein
Yeh jo mushkil ghari aayegi
Woh tou guzar jaayegi
Hogi woh subah ab jis mein
Ham ne choona hai yeh aasmaan
Aasmaan
O Socho tou zara woh din jab
Sooraj ki kirnoun ke sang
Umeedoun ke baadal
Kaisay cham cham barsengey
Socho tou zara woh din ka
Jab ham aazaad panchi
Khuwaahishoun ke badal pe yoon
Maujon mein jhoomengey
Poocho tou zara iss dil se
Suni hai kabhi kiya iss ki
Log kya kahengey keh ke
Jee li ab yeh zindagi
Kyun logoun se hai darna
Jo dil mein wohi karna
Kuch tou log kahengey bass yeh
Kehtay rahengey kyun ke
Manzil ko paana hai tou
Inn ko harana hai aur
Laani hai subha woh jis mein
Ham ne choona hai yeh aasmaan
Aasmaan
Credits
Writer(s): Saif Altaf
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.