Gulaam (feat. Gazzy J. Uruj)

Bewafa ne kardi bewafaai (Bewafaai)
Likh di maine uspe dastaan (Daastaan)
Gunaaho me aisi hai tabaahi
Yeh jalti aag ka hai raasta (Brrr)
Jalte jism ko bhi pyaas tha
Par paas me na aab tha na glass tha
Zaalimo ke paas mulaazimo ka raaz tha
Alfaazo ka yeh raabta
Sehmati aur do jahaan
Khuda se main hoon maangta
Kal tak mera desh jo azaad tha
Desh yeh nayab tha, badh gaye fareb toh
Aagaya azaab Haan
(Aagaya azaab Haan)

Kissaan yeh gulaam kya?
Insaano ki mukaam kya?
Kissaan yeh gulaam kya?
Insaano ki mukaam kya?
Kissaan yeh gulaam kya?
Insaano ki mukaam kya?
Haiwaano ki pehchaan kya?
Kissaan yeh gulaam kya?
Kissaan yeh gulaam kya?
(Gulaam hai kya?)
Kissaan yeh gulaam kya?

Main banda seedha saada
Jab tha main 10 saal ka
Yeh mujhko pata nai tha
Ke dunya bas jaal tha
Jisme log phaste hai
Do type ke raste hai
Ek taraf rote aur doosre me sab haste hai (Haha)
Dost denge saath jab tak paas tere paise (Cash)
Kadwa sach behre sunenge yeh kaise
Isse bach gehre dard milte aise
Bante mard, asliyat me khaslat aurto ke
Harqat se nafrat na milti barkat toh
Gafflat me chadte parwat,
Yeh desh hai circus aur mantri ring master
Kudrat se kismat me mili shafkat
Mohobbat se izzat, maa baap ki khidmat me Jannat
Dushmani mujhse toh dikh mat
Gunah se nafrat, gunehgaar mere dost hai
Yaha ke rakshak saare khana badosh hai
Mama madhosh hai, paiso ka josh hai
Woh karte diss mujhe, main karta roast (Aye)
Josh me hosh se khote roz yeh dost
Roll some dope, hold the smoke
Fold the cake and make it snow
Take the toke then break the flow
Fuck my ex and fuck your hoes

Bewafa ne kardi bewafaai
Likh di maine uspe dastaan
Gunaaho me aisi hai tabaahi
Yeh jalti aag ka hai raasta
Jalte jism ko bhi pyaas tha
Par paas me na aab tha na glass tha
Zaalimo ke paas mulaazimo ka raaz tha
Alfaazo ka yeh raabta
Sehmati aur do jahaan
Khuda se main hoon maangta
Kal tak mera desh jo azaad tha
Desh yeh nayab tha, badh gaye fareb toh
Aagaya azaab Haan

Kissaan yeh gulaam kya?
Insaano ki mukaam kya?
Kissaan yeh gulaam kya?
Insaano ki mukaam kya?
Kissaan yeh gulaam kya?
Insaano ki mukaam kya?
Haiwaano ki pehchaan kya?
Kissaan yeh gulaam kya?
Kissaan yeh gulaam kya?
Kissaan yeh gulaam kya?



Credits
Writer(s): Talha Zaib
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link