Kho Gaya Hoon

Yeh kya horaha hai?
(Horaha hai)
Mai pehle jaisa kyun nahi?
(Kyun nahi)
Mai badal raha hoon kyun?
Aisa hua pehla na kabhi
(na kabhi)

Mai kho gaya hoon
Mai kho gaya hoon
Na jaane kaha hoon
Mai ghum ho gaya hoon

Mai kho gaya hoon
Mai kho gaya hoon
Na jaane kaha hoon
Mai ghum ho gaya hoon

Saal wahi din badalte hai roz
Tasweere wahi rehti bas badalte hai log
Aaj saath, tere paas kal yaad bhi na aaye
Yeh khushi ke do pal hi kal ki yaadein ban jaaye

Jhooth bol kar na jeetu, woh sahi nahi
Sab inti tez bhaage rukne ka samay nahi
Jo start se dimaag mein bhoosa bhara, sadak par thookna mana
Hum abb tak kyun sudhre nahi?

Jabse darr bana dost, hassi ne bhaga diya
Ghamand hua close, sabne thukra diya
Fir falltu fekna band kiya
Jabse gussa hai chorda khushi ne gale laga liya

Mai kho gaya hoon
Mai kho gaya hoon
Na jaane kaha hoon
Mai ghum ho gaya hoon

Mai kho gaya hoon
Mai kho gaya hoon
Na jaane kaha hoon
Mai ghum ho gaya hoon

Tu khush hai? baaki log toh karenge bad bad
Kyun alag ban jaata jab na ho koi ghar par
Iss pinjare mein tune hi khud ko kiya hai kaid
Kisi aur ki tarah dikhne ka drama abb band kar

Life choti nahi bas peeche na tu dekh
It's a dough in your hand you decide what you make
Dhyaan de kya kha kya pee raha hai
Apne zindagi ke best pal tu abb jee raha hai
Duniya ne ladna jhagadna dikha diya
Dukh se toh kabhi mujhe hassi se rula diya
Khud par kabhi itna gussa dila diya ki
Maine khud se khud ko hi jeena sikha diya
(jeena sikha diya)



Credits
Writer(s): Divyansh Verma
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link