Teri Aankhein (feat. Kalakarr & Vision)
Mann karta teri aankon me yu doobjaau
Teri baahon me aake duniya ko bhul jau
Mann karta teri aankhon mein yu doobjau
Teri baahon mein aake duniya ko bhul jau
Bhul jau tujhe aisa kabhi hua nahi
Dil diya tujhe maine diya kabhi dhoka nahi
Hona chahta ni tujhse anjaan
Meri jaan tujhe chodne ka dunga kabhi mauka nahi
Socha nahi kabhi aisa bhi ek aayega din
Socha nahi tereliye bhi ye gaayega dil
Tere saath joh Zindagi bitaaunga toh
Pyaar ki keemat ko yahi azmaayega dil
Tera chehra jo pass mere dil ke
Teri aankon se raaz hai woh jhalke
Tere pyaar me doob sa gaya hu
Mere shabdo se gehri mujhe lage teri zulfe
Ha jaanta ki nai hu tere paas me
Par jald hi door hoge saare faasle
Tu kehti rakha duniya se dur kyuu
Aisi keemti cheezo ko rakhta raaz me
Mann karta teri aankhon me yu doobjau
Teri baahon me aake duniya ko bhul jau
Mann karta teri aankhon mein yu doobjau
Teri baahon me aake duniya ko bhul jau
Kya mei duniya ko bhul jau
Tere liye phul lau
Tujhe padhna chahu
Kya firse school jau
Batein kahu
Tere dard mei sahu
Tu rona bhi chahe toh
Pas mei rahu
Kyuki
Ghar mila mujhe teri ush baho mei
Tu meli har dard bhari raho mei
Likhta mei rehta kalam majboor
Ya fir teri un akho ka kasur
Masoom ye dil aur dard se anjaan hai
Tere ek hasi pei zindagi kurbaan hai
Bezuban kardo mujhe koi aiteraz nahi
Lekhak hu mere liye kalam hei zuban hai
Tere bare likhu kalam rukhta nahi
Tujhe apna kahu sar jhukta nahi
Tu mere liye yaha sabse khaas
Aur Khuda se bhi bas ek hei darkhaast
Har lamho mei bas sath tujhe pau
Tu chein se soye aur gana mei gau
Maan karta teri samandar si akho mei befikar hoke mei dub sa jau
Tu hei mera yaar, tu hei mera pyar
Tere hei baho, Mile sansar
Likhte hue teri akhon ka pyar
Tera John dekh Bangaya kalakarr
Teri baahon me aake duniya ko bhul jau
Mann karta teri aankhon mein yu doobjau
Teri baahon mein aake duniya ko bhul jau
Bhul jau tujhe aisa kabhi hua nahi
Dil diya tujhe maine diya kabhi dhoka nahi
Hona chahta ni tujhse anjaan
Meri jaan tujhe chodne ka dunga kabhi mauka nahi
Socha nahi kabhi aisa bhi ek aayega din
Socha nahi tereliye bhi ye gaayega dil
Tere saath joh Zindagi bitaaunga toh
Pyaar ki keemat ko yahi azmaayega dil
Tera chehra jo pass mere dil ke
Teri aankon se raaz hai woh jhalke
Tere pyaar me doob sa gaya hu
Mere shabdo se gehri mujhe lage teri zulfe
Ha jaanta ki nai hu tere paas me
Par jald hi door hoge saare faasle
Tu kehti rakha duniya se dur kyuu
Aisi keemti cheezo ko rakhta raaz me
Mann karta teri aankhon me yu doobjau
Teri baahon me aake duniya ko bhul jau
Mann karta teri aankhon mein yu doobjau
Teri baahon me aake duniya ko bhul jau
Kya mei duniya ko bhul jau
Tere liye phul lau
Tujhe padhna chahu
Kya firse school jau
Batein kahu
Tere dard mei sahu
Tu rona bhi chahe toh
Pas mei rahu
Kyuki
Ghar mila mujhe teri ush baho mei
Tu meli har dard bhari raho mei
Likhta mei rehta kalam majboor
Ya fir teri un akho ka kasur
Masoom ye dil aur dard se anjaan hai
Tere ek hasi pei zindagi kurbaan hai
Bezuban kardo mujhe koi aiteraz nahi
Lekhak hu mere liye kalam hei zuban hai
Tere bare likhu kalam rukhta nahi
Tujhe apna kahu sar jhukta nahi
Tu mere liye yaha sabse khaas
Aur Khuda se bhi bas ek hei darkhaast
Har lamho mei bas sath tujhe pau
Tu chein se soye aur gana mei gau
Maan karta teri samandar si akho mei befikar hoke mei dub sa jau
Tu hei mera yaar, tu hei mera pyar
Tere hei baho, Mile sansar
Likhte hue teri akhon ka pyar
Tera John dekh Bangaya kalakarr
Credits
Writer(s): Sahil Meghani
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
All Album Tracks: Teri Aankhein (feat. Kalakarr & Vision) - Single >
© 2025 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.