Fantasy
Aaj likh ky tujh pe qalam tor diya
Aaj tujh sy apna janam jor liya
Tou jesy koi bin chuwa ghulab
Qudrat ny tujh ko husan khoob diya
Tou mery har 1 dard ka elaaj
Zakham apny seena chor diya
Maine fantasy main jeena chor diya
Jab sy dekha tujhy qasam teri peena chor diya
Ab aankhon ki shikayatain
Ky tou hay en sy lapata
Hawas nahi hay pyaar pyaar
Aur ishq mera lapata
Han rakhy thy kitabon main jo par
Kitaabain sab wo kho gai kdr
Tou lagti hay kitabon ki hi maand
Jo mery dil pe kr gai asar
Tou pehli shab ka chand ban gya
Tou weham aur gumaan ban gya
Tou kacha koi makaan ban gya
Jo qismat main nahi tou wo malaal ban gya
Maine fantasy main jeena chor diya
Jab sy dekha tujhy qasam teri peena chor diya
Tou lagti hay sharab ki tarah
Jab sy dekha tujhy qasam teri nasha chor diya
Haan mana ky hum dono ky hain rasty alag
Kiya tha pyaar badly main mujhy mili tarap
Ye nai insaaf har baat main bs main hi galat
Ye gana tery liye pyaar ki choti si jhalak
Main karu tujhy pyaar tou na samjhy
Ye azadana khyaal tou na samjhy
Main jo bhi bolu baat tou na samjhy
Ye tehalqana haal tou na samjhy
tou meri bigri chaal e na samjhy
tou mery jazbaat e na samjhy
Par dekh tou ye pyaar ki ye taar
Ky tou sath nai to nai aaty mery ye alfaz
Maine nafs sy aaj sanam tor diya
Maine tujh sy jura bharam tor liya
Maine fantasy main jeena chor diya
Jab sy dekha tujhy qasam teri peena chor diya
Tery mery beech ky ye saary faasly
Ye bhi puchain ky ku jeena chor diya
Maine fantasy main jeena chor diya
Main chat pe betha sochu baary tery aaj bhi
Ye taary dost mery dost mera chaand bhi
Khuda gawah mera gawah meri art bhi
Teri meri story jaanty hain saaz bhi
Maine fantasy main jeena chor diya
Aaj tujh sy apna janam jor liya
Tou jesy koi bin chuwa ghulab
Qudrat ny tujh ko husan khoob diya
Tou mery har 1 dard ka elaaj
Zakham apny seena chor diya
Maine fantasy main jeena chor diya
Jab sy dekha tujhy qasam teri peena chor diya
Ab aankhon ki shikayatain
Ky tou hay en sy lapata
Hawas nahi hay pyaar pyaar
Aur ishq mera lapata
Han rakhy thy kitabon main jo par
Kitaabain sab wo kho gai kdr
Tou lagti hay kitabon ki hi maand
Jo mery dil pe kr gai asar
Tou pehli shab ka chand ban gya
Tou weham aur gumaan ban gya
Tou kacha koi makaan ban gya
Jo qismat main nahi tou wo malaal ban gya
Maine fantasy main jeena chor diya
Jab sy dekha tujhy qasam teri peena chor diya
Tou lagti hay sharab ki tarah
Jab sy dekha tujhy qasam teri nasha chor diya
Haan mana ky hum dono ky hain rasty alag
Kiya tha pyaar badly main mujhy mili tarap
Ye nai insaaf har baat main bs main hi galat
Ye gana tery liye pyaar ki choti si jhalak
Main karu tujhy pyaar tou na samjhy
Ye azadana khyaal tou na samjhy
Main jo bhi bolu baat tou na samjhy
Ye tehalqana haal tou na samjhy
tou meri bigri chaal e na samjhy
tou mery jazbaat e na samjhy
Par dekh tou ye pyaar ki ye taar
Ky tou sath nai to nai aaty mery ye alfaz
Maine nafs sy aaj sanam tor diya
Maine tujh sy jura bharam tor liya
Maine fantasy main jeena chor diya
Jab sy dekha tujhy qasam teri peena chor diya
Tery mery beech ky ye saary faasly
Ye bhi puchain ky ku jeena chor diya
Maine fantasy main jeena chor diya
Main chat pe betha sochu baary tery aaj bhi
Ye taary dost mery dost mera chaand bhi
Khuda gawah mera gawah meri art bhi
Teri meri story jaanty hain saaz bhi
Maine fantasy main jeena chor diya
Credits
Writer(s): Ahsan Mughal
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.