Main Kabhi Bhi

Main kabhi bhi dil ki
Keh na saka

Waqt tha par kyun kyun na
Reh saka

Chand bhi aasman
Hain wahin magar
Boond si dor ye
Kat ti nahin

Kyun akele hi gum hai
Hasti nahin
Kya karun main bhi
Hoon tanha tere bin yahan

Aa zindagi se kuch pal
Cheen ke le chaloon
Un jagahon par
Jahan gum na chhu sake tujhe

Sehmi si in palkon me sama le mujhe

Woo. x12

Aao Na

Jee lete hain kahin
Marna hai yahin
Jee lete hain kahin
Marna hai yahin
Do pal hi sahi
Kal ho na kahin
Tu hai ya hai nahin
Sapno me sahi.

Main kabhi bhi kyun na keh saka



Credits
Writer(s): Abhishek Chaudhary
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link