Bajna kidhr hai! (feat. Diffshock & NKSHTRA)
Lazy halaaton se
Tezi hai baaton mein
Crazy sa flow har beat hai dhamako pe
Label ni koi mere saath par khaas mera kaam lage sabko independent mein saalo se
Saalo se beir ni meri league hi alag hai baat beef ki toh kheir ni ye geet hi galat hai
Inhe fame ki talab hai mera name hi badal de ye game jab beat baje bass se murder hai
Pure desh mein khabar hai
Meri stage pe qadar hai
Woh jo saath chord gaye unki khod di kabar hai
Meine bahoot pee liquor
Mujhe aur ni fikar hai kaafi tagda jigar
Underground scene mein mera badh ra zikr hai
Bata bajna kidhr hai
Bas rab ka hi dar hai
Warna scene mein machand diffshock tu kidhr hai?
Aankhein laal rehti hoti kabhi band nahi
Chuni rah toh phir kiya kabhi turn nahi
Dafan saath mere hogi ye kalam bhi
Tujhe lage jaise mile the hum kal bhi
Par lage na the saath ek pal bhi
Tujhe paana jaise chaal ek chhal thi
Har saal tabhi beete aaj jaldi
Woh soche mera kaam naam daam badha jaldi
Par mujhe nahi shauq koi yaad rakh
Bas shauq mera pen aur kaagaz
Pehle tu phir weed bani aadat
Bhari jaise mere seene mein hai aag ab
Futte lava karu sabko mein khaak ab
Praise mujhe kare mera naam ka woh jaap ab
Craze mera chadhe jaise badhe mera kaam ab
Game mera chale saare bharenge lagaan ab
Mujhe kisi pe bhi trust nahi hai
Baatein bolu khudpe ab bas nahi hai
Kari mehnat mila kuch just nahi hai
3 saal khoye lekin diye fucks nahi hai
Har verse nayi hai bache shabd nahi hai
Lagi dil pe ab chot par dard nahi hai
Confused bout you tu mard nahi hai
Mujhe tujhko haraame mein koi harz nahi
Kya?
Sab kaala
Meri jeans bhi shirt bhi
Sabse nirala mere rap ka har shabd bhi
Karke dikhana kabhi mere jaisa verse bhi
Jaa ke kamana paisa mehnat no takdeer
Takhti ye meri aake tum ho baithe koun
Karu drop har verse futte jaise bomb
Baje tracks underground but bass full on
Kar google mera naam puch mein hu koun
Tezi hai baaton mein
Crazy sa flow har beat hai dhamako pe
Label ni koi mere saath par khaas mera kaam lage sabko independent mein saalo se
Saalo se beir ni meri league hi alag hai baat beef ki toh kheir ni ye geet hi galat hai
Inhe fame ki talab hai mera name hi badal de ye game jab beat baje bass se murder hai
Pure desh mein khabar hai
Meri stage pe qadar hai
Woh jo saath chord gaye unki khod di kabar hai
Meine bahoot pee liquor
Mujhe aur ni fikar hai kaafi tagda jigar
Underground scene mein mera badh ra zikr hai
Bata bajna kidhr hai
Bas rab ka hi dar hai
Warna scene mein machand diffshock tu kidhr hai?
Aankhein laal rehti hoti kabhi band nahi
Chuni rah toh phir kiya kabhi turn nahi
Dafan saath mere hogi ye kalam bhi
Tujhe lage jaise mile the hum kal bhi
Par lage na the saath ek pal bhi
Tujhe paana jaise chaal ek chhal thi
Har saal tabhi beete aaj jaldi
Woh soche mera kaam naam daam badha jaldi
Par mujhe nahi shauq koi yaad rakh
Bas shauq mera pen aur kaagaz
Pehle tu phir weed bani aadat
Bhari jaise mere seene mein hai aag ab
Futte lava karu sabko mein khaak ab
Praise mujhe kare mera naam ka woh jaap ab
Craze mera chadhe jaise badhe mera kaam ab
Game mera chale saare bharenge lagaan ab
Mujhe kisi pe bhi trust nahi hai
Baatein bolu khudpe ab bas nahi hai
Kari mehnat mila kuch just nahi hai
3 saal khoye lekin diye fucks nahi hai
Har verse nayi hai bache shabd nahi hai
Lagi dil pe ab chot par dard nahi hai
Confused bout you tu mard nahi hai
Mujhe tujhko haraame mein koi harz nahi
Kya?
Sab kaala
Meri jeans bhi shirt bhi
Sabse nirala mere rap ka har shabd bhi
Karke dikhana kabhi mere jaisa verse bhi
Jaa ke kamana paisa mehnat no takdeer
Takhti ye meri aake tum ho baithe koun
Karu drop har verse futte jaise bomb
Baje tracks underground but bass full on
Kar google mera naam puch mein hu koun
Credits
Writer(s): Veer Veer
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
All Album Tracks: Bajna kidhr hai! (feat. Diffshock & NKSHTRA) - Single >
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.