Ya Ali Haye Ali
Haye ali haye ali
Teghe shaqi sar pe lagi
Bahne laga khune ali
Haye ali haye ali
Zarbat lagi hai jab se mola ali ke sar par
Aai hai ik qayamat barpa hai aik mahshar
Arshe bari farshe zameen dono ko hai ik be kali
Pahli rakat ka sajda jisdam kia ali ne
Sar par lagai usdam teghe sitam shaqi ne
Har aik saf shahe najaf ko dekh kar rone lagi
Jibreel de raha hai roro ke ye duhai
Shere khuda ali ne zarbat hai sar pe khai
Matam karo ye gham karo zakhmi hua nafse nabi
Gham se laraz rahi hai qabre rasoole akram
Mahve alam lahad me hai roohe fakhre mariam
Hain muztarib sare muhib saare imam saare nabi
Barpa hai shore matam mola ali ke ghar me
Hai bekasi ka aalam mola ali ke ghar me
Mahve fughan hain betiyan aankhe hai nam beto ki bhi
Dekha nahi hai jaata zainab se ye nazara
Sar ho agaya ali ka shamsheer se do para
Ranjur hai majbur hai binte nabi ki ladli
Ranjo alam ka sab ko ahsas ho raha hai
Hasnain ro rahe hai abbas ro raha hai
Fizza ke bhi asmaa ke bhi hoto pa hai noha yahi
Majlis me ye sada hai yaqub aur raza ki
Masjid me ye buka hai yaqoob aur raza ki
Hum qabr me aur hashr me dekhe tumhe mola ali

Credits
Writer(s): Yaqoob Jarchavi
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2025 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.