Aayi Hanuman Jayanti

(Jai Hanuman, jai-jai Hanuman)
(Sankat-mochan, kripa-nidhaan) Jai ho!
(Jai Hanuman, jai-jai Hanuman)
(Sankat-mochan, kripa-nidhaan)

Aayi Hanuman jayanti, Hanuman se karlo vinanti
(Aayi Hanuman jayanti, Hanuman se karlo vinanti)

Inki pooja karo, inki bhakti karo
Inki sewa karo, inki pooja karo
(Inki sewa karo, inki pooja karo)

Aayi Hanuman jayanti, Hanuman se karlo vinanti

(Jai Hanuman, jai-jai Hanuman)
(Sankat-mochan, kripa-nidhaan) Jai ho!
(Jai Hanuman, jai-jai Hanuman)
(Sankat-mochan, kripa-nidhaan)

(Jai Hanuman, jai-jai Hanuman)
(Sankat-mochan, kripa-nidhaan)
(Jai Hanuman, jai-jai Hanuman)
(Sankat-mochan, kripa-nidhaan)

(Jai Hanuman, jai-jai Hanuman)
(Sankat-mochan, kripa-nidhaan)
(Jai Hanuman, jai-jai Hanuman)
(Sankat-mochan, kripa-nidhaan)

Bajrangi, mere swami, ye atulit bal rakhte hai
Bal, viddhya aur buddhi inse hi sabak padhte hai
Chaitra sudi poonam ko mangal ke din aaye
(Chaitra sudi poonam ko mangal ke din aaye)

Tab se hi manaaye jayanti, tab se hi manaaye jayanti

Inki pooja karo, inki bhakti karo
Inki sewa karo, inki pooja karo
(Inki sewa karo, inki pooja karo)

Aayi Hanuman jayanti, Hanuman se karlo vinanti

(Ram-Lakshman-Jaanki, "jai" bolo Hanuman ki)
(Ram-Lakshman-Jaanki, "jai" bolo Hanuman ki) Jai ho!

(Jai Hanuman, jai-jai Hanuman)
(Sankat-mochan, kripa-nidhaan)
(Jai Hanuman, jai-jai Hanuman)
(Sankat-mochan, kripa-nidhaan)

Bhakton ke rakhwaare, har sankat har lete ho
Jo bhajta Shri Ram ko, manchaaha var dete ho
Laal deh laali lase, laal dhwaja lehraaye
(Laal deh laali lase, laal dhwaja lehraaye)

Salaasar jo bhi jaaye, Hanuman jayanti manaaye

Uski peeda hare, uske sankat hare
Uski raksha kare, uski vipda hare
(Inki sewa karo, inki pooja karo)

Aayi Hanuman jayanti, Hanuman se karlo vinanti

(Jai Hanuman, jai-jai Hanuman)
(Sankat-mochan, kripa-nidhaan) Jai ho!
(Jai Hanuman, jai-jai Hanuman)
(Sankat-mochan, kripa-nidhaan)

Bhakti ki shakti ko saare hi jag ne maana
Seene mein tha dekha, kya roop tha vo, Hanumaana
Ram prabhu the man mein, sab ne darshan paaya
(Ram prabhu the man mein, sab ne darshan paaya)

Aisi bhakti ke swaami, seene mein antaryaami

Inki pooja karo, inki bhakti karo
Inki sewa karo, inki pooja karo
(Inki sewa karo, inki pooja karo)

Aayi Hanuman jayanti, Hanuman se karlo vinanti
Aayi Hanuman jayanti, Hanuman se karlo vinanti

Inki pooja karo, inki bhakti karo
Inki sewa karo, inki pooja karo
(Inki sewa karo, inki pooja karo)

Inki sewa karo, inki pooja karo
(Inki sewa karo, inki pooja karo)

(Ram-Lakshman-Jaanki, "jai" bolo Hanuman ki)
(Ram-Lakshman-Jaanki, "jai" bolo Hanuman ki)
(Ram-Lakshman-Jaanki, "jai" bolo Hanuman ki) Bolo Hanuman Ji maharaaj ki, "Jai"
(Ram-Lakshman-Jaanki, "jai" bolo Hanuman ki)
(Ram-Lakshman-Jaanki, "jai" bolo Hanuman ki) Bolo Hanuman Ji maharaaj ki, "Jai"



Credits
Writer(s): Kamlesh Mishra, Hanumanprasad Mishra
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link