Ye Aashu
Ye Aashu
Un khwab ki
Tute Hue
Un saans ki
Khamoshi jo bayaan kare
Mere aakhri ehsaas ki
Khamoshi jo bayaan kare
Mere aakhri ehsaas ki
Yaado me aaye pal-pal
Mujhko rulaye na
Khwabo ko toda tune
Dil ko sataye ha
Aankhon me tu hi hai
Aanshu ke roop me
Kaise batau tujhe dil se tu juda
Teri jo baate
Tu mere sath thi
Ab chhod gayi
Mana tha tujhe mai
Apne dil ki
Tu dil tod gayi
Teri rooh tadpe raaton me
Jab yaad aaoo tere khwabo me
Jo dard tha tere liye
Unhe dedu tere dono hatho me
Raaton me tere sath kabhi nahi
Par har baat me saamil tha
Kabhi jhuth kaha maine tujhse
Ki main tere hi kaabil tha
Tune nahin dekha mera raasta
Ansuljha par vo khaas tha
Jise paane ki thi chaah
Aur kuchh samay ka faasla
Tumne nahi samjha mujhe par
Is manjil me ehsaas tha
Tumne thukraya har kadam par
Isne dikhaya raasta
Ye nasha hua mujhko bhi
Jo karde sabko behaal
Dil ko tod jaye fir
Aanshuvo ki kya majaal
Kuchh aar-paar main hu pramaar
Vo bite raat ki kriya kaal
Dil lagi se dil jalta hai to
Dil lagi se tu dil nikaal
Dil nikaal
Dil lagi se tu dil nikaal
Dil nikaal
Dil lagi se tu dil nikaal
Tera vo muskuraana
Palkhon ko yu jhukaana
Aankhon se aanshu pochhe
Tera mujhko manana
Teri hi yaadon ka
Mujhpe suroor hai
Tu na aaye phir bhi dil ki dua
Tu na aayi
Phir bhi tu hai
Meri yaado me
Jaa rahi kyun
Mujhse door
Meri yaado se
Ye aanshu...
Un khwab ki
Tute Hue
Un saans ki
Khamoshi jo bayaan kare
Mere aakhri ehsaas ki
Khamoshi jo bayaan kare
Mere aakhri ehsaas ki
Yaado me aaye pal-pal
Mujhko rulaye na
Khwabo ko toda tune
Dil ko sataye ha
Aankhon me tu hi hai
Aanshu ke roop me
Kaise batau tujhe dil se tu juda
Teri jo baate
Tu mere sath thi
Ab chhod gayi
Mana tha tujhe mai
Apne dil ki
Tu dil tod gayi
Teri rooh tadpe raaton me
Jab yaad aaoo tere khwabo me
Jo dard tha tere liye
Unhe dedu tere dono hatho me
Raaton me tere sath kabhi nahi
Par har baat me saamil tha
Kabhi jhuth kaha maine tujhse
Ki main tere hi kaabil tha
Tune nahin dekha mera raasta
Ansuljha par vo khaas tha
Jise paane ki thi chaah
Aur kuchh samay ka faasla
Tumne nahi samjha mujhe par
Is manjil me ehsaas tha
Tumne thukraya har kadam par
Isne dikhaya raasta
Ye nasha hua mujhko bhi
Jo karde sabko behaal
Dil ko tod jaye fir
Aanshuvo ki kya majaal
Kuchh aar-paar main hu pramaar
Vo bite raat ki kriya kaal
Dil lagi se dil jalta hai to
Dil lagi se tu dil nikaal
Dil nikaal
Dil lagi se tu dil nikaal
Dil nikaal
Dil lagi se tu dil nikaal
Tera vo muskuraana
Palkhon ko yu jhukaana
Aankhon se aanshu pochhe
Tera mujhko manana
Teri hi yaadon ka
Mujhpe suroor hai
Tu na aaye phir bhi dil ki dua
Tu na aayi
Phir bhi tu hai
Meri yaado me
Jaa rahi kyun
Mujhse door
Meri yaado se
Ye aanshu...
Credits
Writer(s): Hitesh Khunte, Smazz
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.