Shatranj
Bhagwan mere kandhe par
Toh phir Paap aur Punya dono karne par
Hum log chayenge gharo se runway par
Ek din kamayenge hum per day par
Toh naam dikhenge har bade parde par
Sar se utarte nahi mann ke darr
Hume Sunday-Monday sab lagte hai blur
Kaam kare itna lage khud se darr
Yaha khuda bhi khaasta nahi
Ab mere paas upar ke siwa aur koi bhi raasta nahi
Khoya hi kya jo kabhi paas tha nahi
Duniya se rakhna abhi ek bhi vaasta nahi
Shuru se ant tak saath hai
Bure haalaat mai apni nikalti baaraat hai
Paida hue khurafaat hai
Yeh kalakaar aur inki toh yahi ek jaat hai
Mask pehne lekin chehra sirf ek hai
Kinhi ke dogle kinhi ke fake hai
Kaam gundo ke par soch apni naek hai
Humne liya ek break par rukawat se khed hai
Head's up feet down drill apne dil mai
Zindagi jee rahe ya jee rahe hai filme
Gaane nikaalo phir wapas ek bil mai
Iss hi mai shaanti, Iss hi mai thrill hai
Khote sikkay yahape struggle bhi chill hai
Ghutney chil gaye toh bhi chala raha skill hai
Chaand pe humne nishana lagaya hai
Chookenge toh bhi taaron mai manzil hai
Kurta pehankar rehta azad
Mazeed farmaaye na jaan
Ghutney aur maathey na tekte
Khoon sirf ek ka hindostan
Zulm ki baat, zakhm dene wale naraaz the
Qasam se jo yaad rahe, hum sab azad the
Kaaghazaat-e-ehkamat
Bemisaal, ehtaram se
Zaalimon ke chutgaye qaid se
Munfarid, zamaana bhi aapse
Raah-e-raast se faasla
Mehez yahi darkhaast hai
Bairagi aur Faris mulavis
Hum bhool gaye raaste

Bars pakenge jab dheemi aanch pe Toh tootenge ego jo baney kaanch ke
Hum tab niraash ab hum hai naachte
Iss shambho ke chele ko sab bardaasth hai
Yaha bhoot pisaach nahi bhoot past hai
Jisse tu bhaag raha sabse fast hai
Palatke ek jawaab toh de
Phir dekh kaise darr ka sarvanaash hai
Faris chal raha ghode ki chaal hai
Uske peeche ab Bairagi ki dhaal hai
Rangmanch aur Shatranj
Inn dono ke beech zindagi sawaar hai
Haalchaal filhaal theek nahi
Likh rahe jaise kal hum ho rahe halaal hai
Naye generation ki hum hi misaal
Par bade banne ko haa lagenge saal hai

Credits
Writer(s): Chinmay Dhar
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2025 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.