Lockdown
Kaise kat rahe hai din, lockdown mein
Karo mujhko tum message, yaa karo phone yaar
Or mujhko tum keh do, apne dil ka haal
Ek din ka kissa me tumko sunata hoon
Apni beeti bhi tumko batata hoon
Shaam ka samay tha
Main sheeshe ke glass mein green tea pee raha tha
Tabhi mere dost ka mujhe video call aaya
Usne mujhe dekha aur bola "Whiskey pee raha hai?"
Maine kaha "nahi bhai ye to green tea hai"
Toh usne kaha "chal jhoothe ye to whiskey hi hai"
"Kahan se arrange kar raha hai?"
Toh mene kaha "nahi bhai ye toh green tea hi hai"
Char-panch din me ek baar bahar jata hoon
Aur ghar se hi mask lagata hoon
Bahar ajeeb sa lagta hai
Har shaks ek doosre ko takta hai
Mano koi kisi ko pehchanta na ho
Mano iss dharti par aaya koi naya insaan ho
Par kya kare dost ab toh yahi kahani hai
Aur yahi kahani sabki zubaani hai
Ek chote se kamare me simat gayi zindagi
Ya khali-khali sadko par bebas chali zindagi
Par mann me ye yakin hai
Ki hum jaayenge us paar aur
Ye jo waqt chal raha badlega jaldi yaar

Credits
Writer(s): Manish Verma
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.