Aap Se
Aaj bhi wo din mere saamne
Aaj bhi wo pal mere khwaab me
Ladna jhagadna bhi aap se hii mere wo
Jeene ka maksat bhi aap se
Aaj bhi wo din mere saamne
Aaj bhi wo pal mere khwaab me
Ladna jhagadna bhi aap se hii mere wo
Jeene ka maksat bhi aap se
Tu mamla hai aapsi tabhi hai dil me aag si
Na jaane is dil mein mere jaane kab tu aa basi
Tu mamla hai aapsi tabhi hai dil me aag si
Na Jaane is dil mein mere jaane kab tu aa basi
Dhadkano pe teri meri saansein saas le rahi hai
Tu nahi to hai nahi is aashiq kii aashiqui
Chod gaye they tum wajah ham they
Maano aap Geeta ham tod aaye dharam they
Aayi aandhi aayi aandhi
Aayi aandhi aayi aandhi
Chod gaye they tum wajah ham they
Maano aap Geeta ham tod aaye Dharam they
Aayi aandhi us aandhi ka
Manzar tha kam zarf aur bikhre jo patte wo ham they
Aaj bhi wo din mere saamne
Aaj bhi wo pal mere khwaab me
Ladna jhagadna bhi aap se hii mere wo
Jeene ka maksat bhi aap se
Aaj bhi wo din mere saamne
Aaj bhi wo pal mere khwaab me
Ladna jhagadna bhi aap se hii mere wo
Jeene ka maksat bhi aap se
Tu pal pal tu har pal tu hardam tu dhadkan
Har zakham ka marham is ghazal kii sargam
Bin tere mein dar dar ke jiya jaise dal dal mein
Jeevan ke dangal se thak gaya hun tang ab mein
Pyaasa Ishq ka me ghuma duniya saj dhaj ke
Jannat bhi tu aur tu hii mera panghat hai
Pyaar tera nisvaarth me atka raha matlab me
Tujhe maangu din raat me padta raha mannat ye
Meri jannat bhi tu
Meri mannat bhi tu
Hai Hardam is dil kii ab hasrat bhi tu
Ehmiyat na samjha jab tu mere daairey mein
Zindagi ke zaayke they asal tere maainey mein
Doori mein zaalim bana baitha ghalib
Ab Dekhu rote roz isse kaayde se aainey mein

Credits
Writer(s): Namesh Kher
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.