Mehfooz
Sach hai na
Durr se dekho to
Sab ek jaise dikhte hai
Rangeen
Par sabke rang alag hai
Koi sach to koi galat
Har shaks ki apni chamak hai
Koi zyada tikha
To koi bina namak hai
Par sabko chuna falak hai
Aur aur mai unmai se ek
Haa
Likhta sapne
Farishte jabse milte nass mai
Rishto jaise chashme
Andhi nazro pe dikhte mast hai
Alag se rakhte the
Sabak jagat mai tab chamakte
Hum adabse chalte jab
Farak tharak ki had samjhte
Aur Kapde fat te the
Na jhagdo mai jo daar ko bharte
Jo ghar ko bhar de
Mehenat ka pura fal ye darpe
Adhoori kasme rahi na vashmai
Kyu hum firbhi haste
Ha firbhi rakhte
Umeed amar na saude luck pe
Bohot alag se ban chuke
Ab raaste bhi
Na dur badalo se fasle
Hai aankh mai cheel
Na khwaab mai neend bas
Jeena chahu raat mai din
Aur daat mai aksar mile paath
Khaat pe ghin
Aazadi
Kya hoti sardi karni sab mehesos
Tum kaho garmi
Par ye mujhko lage
Thandi dhoop mehfooz
Khada hu front pe ab
Lekar wajood
Na bante chamche kisike
Kon (Cone) bole cream scoop mai dub
Mehfooz
Pehle se hi
Pehle se hi
Ha ha
Lagta hu sara din mehefooz
Karna tab sab yaha mehesoos
Dikhti par zindagi hai durr
Jo bole chod de kal iss pal mai jeele tu
Aur
Haa
Koshish har waqt bas
Chup hai rehna palbhar ab
Sunke lene Sabke taur tarike
Bole mat kar sab
Jo mere dil ko sukoon de
Ussol se
To kyu mai sunu kisiki biti baate
Muu kholkar (Kyu)
Sab hai dhol par
Baje to Lage mithe durse
Maze mai ghurte
Bante samne chup par
Mile kaam se sukh
Aur lage shamko bhook
To dhuun chalu ho Kanno mai
Aur laazmi ye goosebumps
Lagta hu sara din mehefooz
(Safe safe aside)
Karna tab sab yaha mehsoos
(Want to feel everytime)
Dikhti par zindagi beheroop
(Kabhi up kabhi down)
Jo bole chod de kal
Iss pal mai jeele tu
Rakh dil ko bhi mehfooz
Rakh dil ko bhi mehfooz
Durr se dekho to
Sab ek jaise dikhte hai
Rangeen
Par sabke rang alag hai
Koi sach to koi galat
Har shaks ki apni chamak hai
Koi zyada tikha
To koi bina namak hai
Par sabko chuna falak hai
Aur aur mai unmai se ek
Haa
Likhta sapne
Farishte jabse milte nass mai
Rishto jaise chashme
Andhi nazro pe dikhte mast hai
Alag se rakhte the
Sabak jagat mai tab chamakte
Hum adabse chalte jab
Farak tharak ki had samjhte
Aur Kapde fat te the
Na jhagdo mai jo daar ko bharte
Jo ghar ko bhar de
Mehenat ka pura fal ye darpe
Adhoori kasme rahi na vashmai
Kyu hum firbhi haste
Ha firbhi rakhte
Umeed amar na saude luck pe
Bohot alag se ban chuke
Ab raaste bhi
Na dur badalo se fasle
Hai aankh mai cheel
Na khwaab mai neend bas
Jeena chahu raat mai din
Aur daat mai aksar mile paath
Khaat pe ghin
Aazadi
Kya hoti sardi karni sab mehesos
Tum kaho garmi
Par ye mujhko lage
Thandi dhoop mehfooz
Khada hu front pe ab
Lekar wajood
Na bante chamche kisike
Kon (Cone) bole cream scoop mai dub
Mehfooz
Pehle se hi
Pehle se hi
Ha ha
Lagta hu sara din mehefooz
Karna tab sab yaha mehesoos
Dikhti par zindagi hai durr
Jo bole chod de kal iss pal mai jeele tu
Aur
Haa
Koshish har waqt bas
Chup hai rehna palbhar ab
Sunke lene Sabke taur tarike
Bole mat kar sab
Jo mere dil ko sukoon de
Ussol se
To kyu mai sunu kisiki biti baate
Muu kholkar (Kyu)
Sab hai dhol par
Baje to Lage mithe durse
Maze mai ghurte
Bante samne chup par
Mile kaam se sukh
Aur lage shamko bhook
To dhuun chalu ho Kanno mai
Aur laazmi ye goosebumps
Lagta hu sara din mehefooz
(Safe safe aside)
Karna tab sab yaha mehsoos
(Want to feel everytime)
Dikhti par zindagi beheroop
(Kabhi up kabhi down)
Jo bole chod de kal
Iss pal mai jeele tu
Rakh dil ko bhi mehfooz
Rakh dil ko bhi mehfooz
Credits
Writer(s): Gaurav Gadhave
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.