Dua (feat. PRATIIK 187)
Subah ke chaar jaaga aaj phir se taare gin ne
Batao log tumhe yaad kitne
Vaise gaate mere yaar dil se
Par aaj phir na kisi ka saath
Toh khada mai hua ki dil se dua
Ki mere logon ko dun sone ki main khaan
Hai raatein yeh gavah Ki aegi subah
Roshni se ab hona hai riha
Na fainku sau chaal main dhoondu bas ek move
Hai macha bhakaul yahan bhaage saare race kyun
Na Chahiye shortcut main pohoncha abhi phase 2
Tum socho kaun hai yeh I see it on your face too
Na lagta cool kyunki banda na main wasteful
Poora hisaab hai dimaag mein aur blazed hun
Boond se banta kaise sagar abhi dekh tu
Sapne dekhe maine bohot tabhi tez hun
Aur dil se safed hun main nakli baatein toh shade dun main
Jeebh bhi chalta yeh blade hu main pyaar se parhez kyun hai
Bol khaali yeh mez kyun hai hmm?

Samajh na aaye ye duniya jo bhi kehna chahe
Nadi ye kala meri dil mera behna chahe
Musibaton ko bolu aja kuch bhi reh na jaye
Jo hota karle moka tujhko bhi to diya jaaye
Dil ke darvaaje khule reh le jo bhi rehna chahe
Subah ki pehli kiran sath me ek cup jaaye
Jo bhi dil dukhaye uska bhi hum din banaye
Aise likhte gaate likhte mera din beet jaye
Kasar ni chodi koi par sacch bhi kya sunta koi
Sapno ki seedhi mene farz se bhi jodi hui
Taaki khush rahe sab pata mujhe saari kitne jhuj rahe sab
Yakeen rakh yakeen rakh
Pairo ko na hawa lage thodi si zameen rakh

Credits
Writer(s): Vrindam Nagpal
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.