Ho Kahan

Teri ankhoon ka taara hoon
Tera dulara hoon
Aaja na aaja na Maa

Teri loori yu raaton mein
Ab tak mein sunta hoon
Toota hoon bhikra hoon mein Maa

Tera raaja hoon
Aankhon ka taara hoon
Teri tasveere
Dekhta rehta hoon
Tujhko duaaon mein
Manga karta hoon
Ab toh aajana
Yaha

Ho kahan

Tu jo hoti toh aisa na
Rehta mein ghumsum sa
Dekho na yeh kya hogaya

Teri aanchal k saaye mein
Soone ko tarsunga
Socha na mene yeh hogaa

Tera raaja hoon
Aankhon ka taara hoon
Teri tasveere
Dekhta rehta hoon
Tujhko duaaon mein
Manga karta hoon
Ab toh aajana
Yaha

Ho kahan

Aaja aaja na maa
Teri hi yaadein har disha
Tu hi toh jaane meri raah
Aaja aaja na maa

Ho kahan



Credits
Writer(s): Aman D
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link