ILZAAM
Khud naakam hoke mera kaam roke
Mere piche pade saale haath dhoke
Mere apne khilaaf mere sath hoke
Meri ginti kare saale pagalon mein
Haan hu mai pagal sapno ke piche
Na mai inke jaisa jo line keeche
Sab bhed chaal mein aankhein miche
Sach dekh ni paate to tode seeshe
Fu*k
Na bolu to lage bura
Aur bolu to uthe dhua
Gair koi chu ni sakta
Mere apne hi khode kua
Mai jisne manga use haasil
Koi ek na mera hua
Aur jisne diye mujhe gamm
Maine uske hakk mein bhi maangi dua
Itne to gunah bhi kiye na
Jitne ilzaam mile
Abhi to naam bhi mila na
Jo pehle badnaam hue
Sabhi the matlab se sath
Jitne insaan mile
Maikhaano se lu na sharab
Mujhe mehfil mein jaam mile
Ab zakhamo ko paane ki aadat
Ab gammo se milti hai taaqat
Bane marham jo bharu mai kaagaz
Karu karam to karu na laalach
Khushi mili ni dekha sab paakr
Per se zyada failaayi na chaadar
Aur jise mai pasand na aaya
Vo nafrat mein zeher de gaya milakr
Seekha hai apno se hi ke koi na apna yahan
Jitne dekhe saare tutte mai dekhu na sapna naya
Lagte hai saare hi jhutte koi bole na muh pe yahan
Sahi ke sath galat sahayd yahi ab karma naya
Waoh
Itne to gunah bhi kiye na
Jitne ilzaam mile
Abhi to naam bhi mila na
Jo pehle badnaam hue
Sabhi the matlab se sath
Jitne insaan mile
Maikhaano se lu na sharab
Mujhe mehfil mein
Itne to gunah bhi kiye na
Jitne ilzaam mile
Abhi to naam bhi mila na
Jo pehle badnaam hue
Sabhi the matlab se sath
Jitne insaan mile
Maikhaano se lu na sharab
Mujhe mehfil mein jaam mile
Mere piche pade saale haath dhoke
Mere apne khilaaf mere sath hoke
Meri ginti kare saale pagalon mein
Haan hu mai pagal sapno ke piche
Na mai inke jaisa jo line keeche
Sab bhed chaal mein aankhein miche
Sach dekh ni paate to tode seeshe
Fu*k
Na bolu to lage bura
Aur bolu to uthe dhua
Gair koi chu ni sakta
Mere apne hi khode kua
Mai jisne manga use haasil
Koi ek na mera hua
Aur jisne diye mujhe gamm
Maine uske hakk mein bhi maangi dua
Itne to gunah bhi kiye na
Jitne ilzaam mile
Abhi to naam bhi mila na
Jo pehle badnaam hue
Sabhi the matlab se sath
Jitne insaan mile
Maikhaano se lu na sharab
Mujhe mehfil mein jaam mile
Ab zakhamo ko paane ki aadat
Ab gammo se milti hai taaqat
Bane marham jo bharu mai kaagaz
Karu karam to karu na laalach
Khushi mili ni dekha sab paakr
Per se zyada failaayi na chaadar
Aur jise mai pasand na aaya
Vo nafrat mein zeher de gaya milakr
Seekha hai apno se hi ke koi na apna yahan
Jitne dekhe saare tutte mai dekhu na sapna naya
Lagte hai saare hi jhutte koi bole na muh pe yahan
Sahi ke sath galat sahayd yahi ab karma naya
Waoh
Itne to gunah bhi kiye na
Jitne ilzaam mile
Abhi to naam bhi mila na
Jo pehle badnaam hue
Sabhi the matlab se sath
Jitne insaan mile
Maikhaano se lu na sharab
Mujhe mehfil mein
Itne to gunah bhi kiye na
Jitne ilzaam mile
Abhi to naam bhi mila na
Jo pehle badnaam hue
Sabhi the matlab se sath
Jitne insaan mile
Maikhaano se lu na sharab
Mujhe mehfil mein jaam mile
Credits
Writer(s): Mr Virus
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.