Prakrati

Hai pani Neela aasman ki rangeen hawao me
Nasha jo parakrati me na hai vo
Kisi dawao me

Hai pani Neela aasman ki rangeen hawao me
Nasha jo parakrati me na hai vo
Kisi dawao me

Leta mitti pe. Me ghaas khichu
Pata ni mujhe ye kya hai jaadu
Duniya dari sari bhoolu me
Kisi anjane ko fikar thamadu

Bhool jau sari dikkatey
Pass ho mahila aisi jo sukh de
Nasha ho aisa jo utre hi na
Nashe ka me beema karadu

Is Kamine pan ki hadd chod
Is lalchi soch se bhag jau
Oodu me chadarr acchai ki or
Me pyaar ki badd me doob jao
Karu shuruwat naye jeewan ki
Neend se uthu or pyara kash pau
Is kash ki kashma kash me
Bitadu zindagi ped ki dall pe
Jhullu or fallon ko khake hi
mar jau, mar jau, mar jau

Hai pani Neela aasman ki rangeen hawao me
Nasha jo parakrati me na hai vo
Kisi dawao me

Vyavhar banau me panchiyo se or
Unki madad se Uddna sikhu
Terkar pochu me us par jaha
Khade hoke apni zindagi dekhu

Chalo chale khele asman se us
Jiske pani me parchai ho
Chad jau kisi ped pe dekh ke
Sukh sabke apni ankhen sekkon

Or mujhe koi farak nahi padta koi kya hi kahega
Nazuk sa tan mera kya hi sahega
Is kapti sansaar se man bhar gaya
Hai or Marne vaalla bhi ab kya hi marega

Maine kaha tha na chodd ke aao mujhe doorr
Jo bhi ho ikshuk vo sath hi challe
Duniya se door jau hone mashhoor
Gum ho jau in gehri gufao meee...

Hai pani Neela aasman ki rangeen hawao me
Nasha jo parakrati me na hai vo
Kisi dawao me

Hai pani Neela aasman ki rangeen hawao me
Nasha jo parakrati me na hai vo
Kisi dawao me

Leta mitti pe me ghaas khichu
Pata ni mujhe ye kya hai jaadu
Duniya dari sari bhoolu me
Kisi anjane ko fikar thamadu

Bhool jau sari dikkatey
Pass ho mahila aisi jo sukh de
Nasha ho aisa jo utre hi na
Nashe ka me beema karadu

Yeaahh...



Credits
Writer(s): Aditya Gupta, Dheeraj Peswani
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link