Meri Marzi

Soya nahi raat bhar
Yeh khwaab mujhe sone nahi dete aaj kal
Yaha khatma karu mai saare Jung
Sabar ka hai yeh khel meete mere phal
Chal chal
Tu aage se nikal
Tu hai nakal, mere ab tera kal
Chal chal
Tu peeche hua darr kar, mai kuda usi darr par
Aadato se ladkar
Baap ke paise hai itna kyu udta hai
Dusro ko neeche dekhake kyu chadta hai
Pyaar ke naam pe ye sauda hi sauda hai
Khaali izzat ko kyu cheezo me bhartha hai
Chal hatt
Sirf teri yaha baatein nahi
Dil thode Maine, uski koi yaadein nahi
Paisa na dikhe tho kala ko na maane koi
Dunga tere gaand pe, dena yaha taane nahi

Fuck nahi deta mai
Meri zindagi mai kuch bhi karu
Fuck nahi deta mai
Mere gaano me mai kuch bhi kahu
Fuck nahi deta mai
Meri zindagi mai kuch bhi karu
Fuck nahi deta mai
Mere gaano me mai kuch bhi kahu
Meri marzi
Yeh Meri marzi

Yeh halaal ye haraam baatein mat kar
Faisle khuda kare tho tere abhi band kar
Mujhko kuch bol mat, diya tujhe na haq
Tu tera dekh bas mere kaam me na phass
Tere aur mere me boht hai faasle
Din me bhi taare, aadatein maare hai
Dhande yah kaale hai, seekha mai haar se
Sachayi andar hai, baaton ka bandar hai
Bharose me andha, tu teri soch jaisa banta hai
Tyag dete aaya cheena mai ab
Fuck nahi dena seekha mai ab
Zakhmi tha mai gira mai jab
Doorie thi lekin aaj saath me hai sab. Fuck

Fuck nahi deta mai
Meri zindagi mai kuch bhi karu
Fuck nahi deta mai
Mere gaano me mai kuch bhi kahu
Fuck nahi deta mai
Meri zindagi mai kuch bhi karu
Fuck nahi deta mai
Mere gaano me mai kuch bhi kahu
Meri marzi
Yeh Meri marzi



Credits
Writer(s): Zeeshan Khan
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link