Awaj De

Mein kiske dar dastak du
Kis basti ko ghar kahu...

Mein kiske dar dastak du
Kis basti ko ghar kahu
Rahatein hai khoyi hue
Chahate bikhari padi
Dhundata hu lapata
Hai kahi agar aye khuda
Mita de sare faasle
Aur le mujhe aagosh me
Mita de sare faasle
Aur le mujhe aagosh me...
Awaj de, awaj de
Aye mere khuda
Tu, awaj de, awaj de
Kyu bhatkta fira
Tu awaj de, awaj de
Aye mere khuda
Tu awaj de, awaj de
Kyu bhatkta fira... mein

Mukhtalif si zindagi hai
Mukhtalif se khwaab hai
Mukhtalif si hai khamiyaan
Mukhtalif pareshaniya
Is andhere se jahan me
Kuch to noor-e-ilm ho
Bebasi ki had khatam aur
Anhad-e-sukoon ho
Dhundata hu lapata
Hai kahi agar aye khuda
Mita de sare faasle
Aur le mujhe aagosh me
Mita de sare faasle
Aur le mujhe aagosh me...
Awaj de, awaj de
Aye mere khuda
Tu, awaj de, awaj de
Kyu bhatkta fira
Tu awaj de, awaj de
Aye mere khuda
Tu awaj de, awaj de
Kyu bhatkta fira... mein

Roshani me dhundata hu
Mein andheron ke nishan
Khoju tujhko mein kitabon me
Jaan par kuch na saka
Ye duniya hai ke itni
Insaan-e-karobaar hai
Na jane is paheli ka
Artha bhi pahchanu kyu
Dhundata hu lapata
Hai kahi agar aye khuda
Mita de sare faasle
Aur le mujhe aagosh me
Mita de sare faasle
Aur le mujhe aagosh me...
Awaj de, awaj de
Aye mere khuda
Tu, awaj de, awaj de
Kyu bhatkta fira
Tu awaj de, awaj de
Aye mere khuda
Tu awaj de, awaj de
Kyu bhatkta fira... mein



Credits
Writer(s): Shreyas Pande
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link