4 AM Thoughts
Beatein banti jaati PC mere samne
Raat ke chaar aur qalam mere haath me
This shit is deep, kyunki qatal ho rha saamne
Tum kaise samjhoge, kyun aate nai darbaar me?
Mai toh bulata hoon pr aata nahi koi zone me
Kaun sa darbaar? Jab mai likh rha jaani phone me
Kaghaz hain khauf me, aur unpe khaa rha rehem mai
Nahi mai Jaun phir bhi batein baithin zehen me
Zehen se zehen ka yeh raabta na khatam hota
Hassad ye karte phir bhi sunte, kyunki wazan hota
Jo bhi hain jalte unke liye maungun duaa roz
Bachke tu reh, kahin jwaala tujhme utpann ho na
Lade koi aur, aur marta yahan koi aur hai
Ladai doojon ki, aur khaafa hote aur hain
Jazbaati log, pr jazbaat inke sagar me
Behte hi jaate, daalo inko koi gaagar me
Kalyug samaaj, sawaal ki azaadi nai
Dharmon pe aanch tabhi bante ye khiladi bhai
Waise sab maun, kisi ka hai koi saani nai
Paani me tairte hain laash, ye kahaani nai
Dikkat sarkaari sabko nazar aati khaimiyaan
Neeji bimaari, uspe deta ni koi dhyaan yahan
Neta bhi mujhme tumjhme se hi toh bante hain jaani?
Yaa unki breed alag, nasl-e-sarkaariyah?
Yeh 4 AM thoughts, pr baatein meri laazmi
Likhta jo notice karta, shabd ye naa kaghzi
Kehte toh sabhi hain, pr andar hum sab aarzi
Duniya hi jhooth ek, fitoor hai ye aadmi
Isko sawaarna, kisko bigadnaa
Kho chuke kaafi kuch hum, karke sab hain prapt yahan
'Daulat ki baat, ghalib puche humse yaariyan
Pyaar se hota naa kuch, bola yeh roohaniya'

Credits
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.