DUA a pray to god
Bhari hai palke meri dekh ke yeh aaj
Ho raha kaisa duniya ka haal yeh aaj
Kal tak ghume jo insaan hoke azad
Baithe hai gharo main band kamro main aaj
Kal tak rehte the jo door ek pal nahi
Darte vo ek dusre se milne ko aaj
Kia ye kudrat ne hai khud se hi
Ya hum insaano ka is sab main hai hath
Kaisa ye manzar dikhaye ankho ko aaj khuda
Khona na chahe koi hona na chahe aise juda
Har koshish kar ke dekh raha jahan
Mile na hal ab tu hi hamari akhari aas khuda
Mangu mein maafi un sabki khata ki aaj khuda
Bhule niyam jo raha na jinhe yaad khuda
Karde tu maaf kar insaaf bekasooro ke sath
Yahi hai mannat hai yahi fariyad khuda
Karde tu maaf
Meri yahi fariyaad khuda
Karde tu maaf
Bekasooron ko
Karde tu maaf
Hai yahi fariyaad khuda
Karde tu maaf
Meri yahi fariyaad khuda
Karde tu maaf
Hai yahi fariyaad khuda
Karde tu maaf
Hai yahi fariyaad khuda
Karde tu maaf
Karde tu maaf
Karde tu maaf
Karde tu maaf
Ho raha kaisa duniya ka haal yeh aaj
Kal tak ghume jo insaan hoke azad
Baithe hai gharo main band kamro main aaj
Kal tak rehte the jo door ek pal nahi
Darte vo ek dusre se milne ko aaj
Kia ye kudrat ne hai khud se hi
Ya hum insaano ka is sab main hai hath
Kaisa ye manzar dikhaye ankho ko aaj khuda
Khona na chahe koi hona na chahe aise juda
Har koshish kar ke dekh raha jahan
Mile na hal ab tu hi hamari akhari aas khuda
Mangu mein maafi un sabki khata ki aaj khuda
Bhule niyam jo raha na jinhe yaad khuda
Karde tu maaf kar insaaf bekasooro ke sath
Yahi hai mannat hai yahi fariyad khuda
Karde tu maaf
Meri yahi fariyaad khuda
Karde tu maaf
Bekasooron ko
Karde tu maaf
Hai yahi fariyaad khuda
Karde tu maaf
Meri yahi fariyaad khuda
Karde tu maaf
Hai yahi fariyaad khuda
Karde tu maaf
Hai yahi fariyaad khuda
Karde tu maaf
Karde tu maaf
Karde tu maaf
Karde tu maaf
Credits
Writer(s): Kunal Modi
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.