Teesri Ankh

Mahadev
Teri sharan mein hum aaye hain
Yaha koi kisi ka saga nahi
Tu mushkilon mein hai deta saath
Jin mushkilon ki dawa nahi
Saath mere rahe bholenaath jab
Jag khilaaf karu bhakti saat din
Pure saal base dil mein mere
Hain mahakal
Jaana Chaahu parvat kailaash
Dardo ko leke khushiya apaar
Kare sabse pyar gar karm saaf
Maana ek sabko na koi jaat paat
Rahe bhole magn mera ek vichaar
Karo marzi jo na karo naam kharab
Chaahe gaanja le tu chaahe le sharab

Ye duniya hilade jab aata krodh
Inke hi vash mein hai sare lok
Ye bhut pret dev sab hai puje
Teesri ye jab aakkh khol de

Jal main deta vo fal hai deta
Devo ke dev ye sbke Devta
Mahadev hai sbko dekhta
Jata mein Ganga Maiya inke hain
Neel Kanth mein naag devta
Ho prasann ye thodi bhakti mein
Shanka mujhko na inki shakti mein
Jholi khali bhole jaldi bhar bhi de
Te hai sb ye lete na vyakti se
Har har har har mahadev

Hun main inse dil se juda hai
Mere sar pe haath inki duaa
Hai sab choda inpe na dar kisise
Bhole ke bhakt hum vansh inhike
Jo maange hum ye dete Hume
Mai tujhpe luta du apna samay
Hai kara bhasm kasht tu hai kaha
Ye devo ke dev aur hain mahan
Kaalo ke kaal jai mahakaal

Dil se meri hai ek hi pukaar
Teri kripa ho mujhpe apaar
Jo kasht ho to tu de sudhar
Inki sharan mein hu m khushal
Inki sharan mein hu main khushaal

Har har har har mahadev
Bolo har har har har mahadev

This Is SURMA



Credits
Writer(s): Sunil Choubey
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link