Ghum Gaya

Aae ghum the mai apni soch ke
Haan peehluo mai
Khoj te talsh te haan khudko
Tera pheluo mai
Moski na aati par zazbat dil ke
Kaha du iss Sangeet mai
Kalam ha deti rag muzko
Baatein h ye teri khoobsurti ki
Kya baatein hnn ye teri naadnio ki
Haan baatein khani Kafi tera baare
Koi zingadi safree
Haan grawra rahta zindgi ka mol
Sirrakta Jara ye Sirhana bajuo se
Haan bavaja Akele jese tabuto mai
Haan dass gaye ha hum apni soch Mai
Haan khech lo pukar ka jo tham lo
Tum haath mera khake mujo yrr

Ghum Gaya hu mai
Ghum chuki ho tum
Hum ha abb kis Jaha mai
Ye hai koi Bhram
Jo sath mai na hum
Nazre thuje dhund na paye
Ghum Gaya hum mai
Ghum chuki ho tum
Hum ha abb kis Jaha mai ye
Waqt bhi ha kaam
Jab sath mai ho hum ye

Haan ghum gaya hu
Lapata hu
Dhund lo na
Mai kho chuka hu

Haan raat thi vho baat thi
Dikhai jo auukat thi
Vho paise mai hi naapde jo
Khushiyo ki suagaat thi
Haan kya mila dua mai
Jaab niyyat hi ye khraab thi
Aur sona ki chamak mai tho
Ye din bhi kaali raat thi

Jo baat thi vho nazzro se Bayan bhi
Ho chuki thi
Kya thi lavzo ki jarrut khatta bhi
Ho chuki thi
Dahdkane ye kaano mai narzi
Baan chuki thi
Sakshiyat hassiin mai gharri
Uddasi baan chuki thi
Kitabbe meri guftagu ka jariya baan Chuka tha
Bin khatte ke arziyo mai tho mafi Baan chuka tha
Bin taasaliyo ke dil mai dillase baan Chuka tha
Bin taakaluffo ke mehfil mai jannaza

Kaza mai bhi ye marne ki sazaye mil Chuki thi
Bin shlakho ka hi kali ye pannhe mil
Chuki thi
Haan nazamato khohli shhalye mil
Chuki thi
Aur baandisho se uddne ki vazye mil
Chuki thi
Mai tho ruhkna ke naa bss mai
Baebasi ye khasmaksh mai
Ye kushaamati salamati mai mangu
Haar wakaqt se
Mere tan mai ye barraste
Dil ke dariya mai ga basste
Ansoo naa khazana bolu
Bin waza ke nhi karachte
Jaha mai asse puche
Jaha par rahte hum akela
Par sakoon bhi kafi ha
Jo teri kaamiyo ko bhi jhale
Mashroof rahte tha khud ke wazir
Ki talash mai
Par maat dedi tuna apni suraatein Mizaz se



Credits
Writer(s): Saksham Rana
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link