EHSAAS

Tumse milne ki tamanna hai
Pyar ka irada hai
Aur ek wada hai Jaanam
Tumse milne ki tamanna hai
Pyar ka irada hai
Aur ek wada hai jaanam
Sunu mein teri aawaz
Dhundu mein tere nishan
Kaha jau mein tere bina
Ye lage hai suna hai sara jahaan
Jeene ki wajah hai tu
Marne ka tu hi sukoon
Ye hath na chute tu meri gurur
Sitaron mein leke chalun tujhe dur
Ye aashma bhi hai gawah
Tum meri ho bas meri ho
Tu aarzu mohabbat tu
Jahan se ab aur kya chahun
Tumse milne ki tamanna hai
Pyar ka irada hai
Aur ek wada hai jaanam
Tumse milne ki tamanna hai
Pyar ka irada hai
Aur ek wada hai jaanam



Credits
Writer(s): Shashi Kant
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link