Wafayen
Na poocha haal na hi baat ki
Muje khuwaish thi bs aik mulaqaat ki
Na mere pass na tu sath thi
Esi gham ma to khushi ha
Na poocha haal na hi baat ki
Muje khuwaish thi bs aik mulaqaat ki
Na mere pass na tu sath thi
Esi gham ma to khushi ha
Chali gai tu laikin hum aaj bhi jeete is gham k shaharay hain
Dobte thay ankho ma teri par aaj to bethay hum darya kinaaray hain
Jao ma kaha is shehar ma jar jgah pe to kissay haamray hain
Kya pata milay kis moor pe esi liye apni halat swaray hain
Tera wo baatein bataanna nazrein jhuka ky youn muskurana
Pyar to krti thi jaana kaha se seekha phir baatein ghoomana
Ma kehta aoonga milne sharat ha itni darwazay pe aana
Tukraya ha tunay ab thokar lagay gi jb tuje to wapis aajana
Ma darta tha paani se laikin jb jaana tumhe to tum darya se gehray ho
Martay ho mujpe to nafrat ki baatein tum aaj phir mujse kyu kar rhay ho
Dil ko tum pathar kyu rkhtay ho door kharay tum muje kyu takte ho
Kehti thi sachay se lagtay ho pata ni dil ko tum achay se lagte ho
Hua kya aj kya tuje ma sacha nai lagta ya acha nai lagta
Baato ma teri bs aaya tha khud ko ma itna kacha ni rkhta
Krti thi wafa ki baatein muje bata wafayen kidr hain
Ma khara akela idr hu jaana bata k tu aj kidr ha
Na poocha haal na hi baat ki
Muje khuwaish thi bs aik mulaqaat ki
Na mere pass na tu sath thi
Esi gham ma to khushi ha
Yaad tu ai ye gham ha ishq ka ya phir Kismat ha meri
Bataanein banaana nai seekhi pata ha muje ye fitrat ha teri
Kehti thi dil ma bohat jb dekha jo dil ma to nafrat thi meri meri
Wese to jaata ma ruk par rukta jo ab to zillat thi meri
Toot k hua mazboot khoof tha muje k bikhar na jao khi
Banata tha dil mai ma jgah dar tha muje k nikal na jao khi
Aj to nikala hu dil se laikin muje kabi wapis nai aana
Maza ha toot k jeene me acha nai muje ab lagta zamaana
Gaya tha door ab mila jb wapis wo muje to mila malal ma
Poocha sawal jo mujse to Jawab b mila usay sawal ma
Dekho tum khuwaab laikin kabi b unme rha nai krtay
Sai suna tha hamesha k ye husan walay wafa nai kartay

Credits
Writer(s): Saad Aslam
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.