Ko Ko Korina (Coke Studio Season 11)
Mere khayalon pe chayi hai ek surat matwali si
Nazuk si, sharmili si, masoom si, bholi-bhali si
Rehti hai woh dur kahin, ata-pata malum nahin

Ko-Ko Korina, Ko-Ko Korina
Ko-Ko Korina, Ko-Ko Korina
Jheel si gehri ankhein kiski? phool sa kiska chehra?
Kali zulfein nagin bankay deti hain kispay pehra
Jheel si gehri ankhen kiski? phool sa kiska chehra?
Kali zulfein nagin banke deti hain kispay pehra
Tum poochoge mujhe se duniya bhar mein
Kaun hai aisa haseen
Tere khayalon pe chayi hai ek surat matwali si
Ho sakta hai kal khud mujh ko waqt wahan le jaye
Main ghabraoun dekh ke usko woh mujh se sharmaye
Ho sakta hai kal khud mujh ko waqt kahan le jaye
Mein ghabraoun dekh ke usko woh mujh se sharmaye
Main keh doonga dilbar maine shayad
Dekha hai tum ko kahin

Credits
Writer(s): Ali Hamza, Zohaib Kazi
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
All Album Tracks: Ko Ko Korina (Coke Studio Season 11) - Single >
© 2025 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.