Jaane de jo hua
Haste huye ye jo
Chehre saare nakaab pehne huye
Pucho zara inhe
Zamaane se ye kya chipaate huye
Gham hai itna bhi kya inhe
Aasu chupaaye ye phire
Koi toh pooch lo inhe
Shaayad kuch bol de tumhe
Chain se soye bhi nahi
Ik pal aaram bhi nhi
Palke thaki bujhi hui
Kahin zindagi ruki huyi
Dar mat tu meri jaan
Ye waqt hi toh hai
Beetega kal ko ye bhi
Ye baat pakki hai
Rakh himmat haar mat tu
Saath hai tere
Dar mat haalaat se tu kabhi
Jaane de jo hua hua
Jaane de jo hua hua
Yeh bhi ik imtehaan hai
Jee le ik pal bhi tu zara
Dar bardar huye
Khud se kyun bekhabar huye
Khusiyan talaash te huye phir rha
Mili umeed ki kadi
Beeti ghamon ki ye ghadi
Chal uth jaa ho tu ab khada
Kyun ro rha
Dar mat tu meri jaan
Ye waqt hi toh hai
Beetega kal ko ye bhi
Ye baat pakki hai
Rakh himmat haar mat tu
Saath hai tere
Dar mat haalaat se tu kabhi
Jaane de jo hua hua
Jaane de jo hua hua
Yeh bhi ik imtehaan hai
Jee le ik pal bhi tu zara
Jee le tu ik pal zara
Chehre saare nakaab pehne huye
Pucho zara inhe
Zamaane se ye kya chipaate huye
Gham hai itna bhi kya inhe
Aasu chupaaye ye phire
Koi toh pooch lo inhe
Shaayad kuch bol de tumhe
Chain se soye bhi nahi
Ik pal aaram bhi nhi
Palke thaki bujhi hui
Kahin zindagi ruki huyi
Dar mat tu meri jaan
Ye waqt hi toh hai
Beetega kal ko ye bhi
Ye baat pakki hai
Rakh himmat haar mat tu
Saath hai tere
Dar mat haalaat se tu kabhi
Jaane de jo hua hua
Jaane de jo hua hua
Yeh bhi ik imtehaan hai
Jee le ik pal bhi tu zara
Dar bardar huye
Khud se kyun bekhabar huye
Khusiyan talaash te huye phir rha
Mili umeed ki kadi
Beeti ghamon ki ye ghadi
Chal uth jaa ho tu ab khada
Kyun ro rha
Dar mat tu meri jaan
Ye waqt hi toh hai
Beetega kal ko ye bhi
Ye baat pakki hai
Rakh himmat haar mat tu
Saath hai tere
Dar mat haalaat se tu kabhi
Jaane de jo hua hua
Jaane de jo hua hua
Yeh bhi ik imtehaan hai
Jee le ik pal bhi tu zara
Jee le tu ik pal zara
Credits
Writer(s): Tapan Panda
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.