Wo Pal

Wo Pal jo thay
Teri raah main rakh diye
Kyun dharkanein
Teri baatein karein

Logon ki is hulchul main sukoon
Tha mila
Har pal har lamhey main kyun tu
Tha mila

Tu tha fanaa
Ghooma Jahaan pr na mila
Main tha ik raah
Hua na jis py tu rawaan

Muntazir zindagi
Main bedhang sa kharaa
Doorie barhay
Ye waqt ki hai sazaa

Logon ki is hulchul main sukoon
Tha mila
Har pal har lamhey main kyun tu
Tha mila
Anay ka tere karungaa
Intezaar
Intezaar tera karunga
Hameshaa

Logon ki is hulchul main sukoon
Tha mila
Har pal har lamhey main kyun tu
Tha mila
Anay ka tere karungaa
Intezaar



Credits
Writer(s): Mustafa Ahmad
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link