Tera Khayal
Tera khayal dil se
Jata hi nahi
Aankhon mein meri tera
Chehra bass gaya
Baaton mein meri tera
Zikr ho raha
Geeton mein mere ab tu
Shaamil ho gaya
Man mera bin tere
Ho raha besabar
Dil ki betaabiyaan
Sun le zara
Tera khayal dil se
Jata hi nahi
Aankhon mein meri tera
Chehra bas gaya
Dil ka ye parinda udne hi laga hai
Teri baatein soch kar yun
Hasne ye laga hai
Jaane na ye kaisi
Meri ye dasha hai
Har pal tujhko sochta hu
Kaisa ye nahsha hai
Aa bhi jaa na sataa
Der na kar tu kahan
Dhoondta phir raha
Tujhko har jagah
Mousam bhi barish ka
Ghir ke yun aa raha
Ye hawaa aur ghata
Kar rahe intezaar
Tera khumaar dil se
Jataa hi nahi
Yaadon mein reri har pal
Khoya main rahoon
Gehraaiyon mein dil ki
Aise chha gaya
Jaise pyaasi rooh ko sagar mil gaya
Jata hi nahi
Aankhon mein meri tera
Chehra bass gaya
Baaton mein meri tera
Zikr ho raha
Geeton mein mere ab tu
Shaamil ho gaya
Man mera bin tere
Ho raha besabar
Dil ki betaabiyaan
Sun le zara
Tera khayal dil se
Jata hi nahi
Aankhon mein meri tera
Chehra bas gaya
Dil ka ye parinda udne hi laga hai
Teri baatein soch kar yun
Hasne ye laga hai
Jaane na ye kaisi
Meri ye dasha hai
Har pal tujhko sochta hu
Kaisa ye nahsha hai
Aa bhi jaa na sataa
Der na kar tu kahan
Dhoondta phir raha
Tujhko har jagah
Mousam bhi barish ka
Ghir ke yun aa raha
Ye hawaa aur ghata
Kar rahe intezaar
Tera khumaar dil se
Jataa hi nahi
Yaadon mein reri har pal
Khoya main rahoon
Gehraaiyon mein dil ki
Aise chha gaya
Jaise pyaasi rooh ko sagar mil gaya
Credits
Writer(s): Rohit Mittal
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.