Azaad

Ashaon se door, lakeeron karte hum seedhe
Naseeb ke na kha rahe
Kama rahe khoon pasino se
Umar 23 ab karna hain sapne poore
Maa pareshan aasuon mein bebasi hain dikhe
Chinta cheeta jaise aur maru mein kamyab
Bilap hain rooh se jo bharde soo kitaab
Dabab mein he koile bane heera hum mante
Rakhu khudko amaar
Ye kaam marke bhi zinda rakhe
Phela ke pankh hain azaad pinjron se
Door gagan mein woh chala muskurake
Hain magan woh khud pe ateet bhulake
Bhoj khando pe liye khushiyan baaten
Phela ke pankh hain azaad pinjron se
Door gagan mein woh chala muskurake
Hain magan woh khud pe ateet bhulake
Bhoj khando pe liye khushiyan baaten
Taklifon se guzre har din jaise saaza kaatein
Koi mehsoos na kare dard haske chupa de
Mano ye rangmanch aur kathputli bina dor ke
Jo karam rakhe theek ushke raaste alag hain
Panch saal dikhe kaafi logo ko badalte
Aur mein paapi jo sach ke sath na sauda kare
Kala dil par bhar du tumhein roshini se
Inqilabi lekhak real talk ye kavitayein
Phela ke pankh hain azaad pinjron se
Door gagan mein woh chala muskurake
Hain magan woh khud pe ateet bhulake
Bhoj khando pe liye khushiyan baaten



Credits
Writer(s): Young God
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link