Eklauta Khat
Ab to shabd hee bache hain mere paas
Saare dost kho diye pichle saal
Kaafi tarsa mai ek baar rone ko
Shayad aasu bhi nahi hain mere paas
Ab to ghum bhi na lage mera khaas
Itne dard hee kaha hain mere paas
Aisa maan liya hai maine aaj
Shayad logo ne jeeya hai mujhko mujhse zyada baar
Par koi ni
Kisi shaqs me kabhi hum khoye ni
Khoye bas, unn pedo ke beech
Samandar ke paas
Papa ki uss champi me, jugnu ke saath
Poori poori raat soye ni
Mai aur mera khwab kabhi soye ni
Soye bas, khilauno ke beech
Choti thi jab aankh
Dauda aaya karta maa ki thapki ke paas
Jab duniya haseen thi
Fir lori jo khatam to kabhi soye ni
Kahaniya bhi padi hain hazar
Kareeb aadhon me mai khud gunehgaar
Par baakiyo me waqt ki daraar
Aur ek jisko sunte hee fate mere kaan
Zikr karna mera dil tod dega
Likhunga to kya vo kaata dil chorh dega?
Dil se jo karne laga zikr har baar
Mera har gaana sau dafa dil tod dega
Chahu na andhere ab aur mai
Sirf dimaagi roop se na bimaar mai
Lagana mai bhi chahta hu apno ko gale roz
Par jazbaato ki haalat thodi kharab hai
Thode sehme hain, kaafi sehre hain
Thode gehre hain aur kuch ye kehre hain
Mujhe jaagna nahi hai
Kuch bhi maan na nahi hai
Bachalo bas thoda sa
Mujhko haarna nahi hai
Chahe lelena mujhse mera tum sabkuch
Bas doobne lagu mai jab thoda zyada
Batadena tum sabko mujhe haarna nahi hai
Can't forget my sins
Can't forgive myself
How can I love when I don't love myself
No way, there's no way
Past I have had has been so stressful
Nights I have slept have been so handful
Tryna vent out, say it under sound
It's sad but I guess I can never figure out
No way, there's no way
Itne sapne jo dekhe hain kaise honge vo poore
Jab ek baar hasta bhi nahi
Mai din me poore
Padhai mujhse hoti ni
Aur aage ka koi hosh ni
If I put down the smile
Toh log mujhe ghoorein
Kamzor hu shayad
Manhoos bhi kaafi
Ab to khudke siva kisi cheez pe hasi bhi nahi aati
Chand khwahishen hain
Meri zindagi pe unka haq
Banane thode gaane
Likhne hazaro khat
Lagane thode ped
Nature me rehna bas
Itna hee, isse zyada na kam
Mai chahu itna hee
Buniyadein bhi utni jitno me auron ki na chat chine
Khushi bas utni udaasi jitne me bhi chup sake
Tezi bas utni jitne me lautke bacha pau
Yadein bas utni jitne me aaj ko bhula pau
Galtiyon ki rakam nahi par maafi bohot mehengi
Guilt ki koi kabar nahi, vo aati jaati rehti
Aur aate-jaate raston pe roz roz rulati
Kaash badal paata sab
Ya neend aa jaati gehri
Agar sachhi so gaya
Aur kabhi jag na saka
Ya fir rone par tum sabke
Mai bhi ro na saka
To rona nahi, thodi tasalli rakhna
Mehfooz hai mann maut ki baahon me
Kyuki jeetejee to aisa kabhi ho na saka
Can't forget my sins
Can't forgive myself
How can I love when I don't love myself
No way, there's no way
Past I have had has been so stressful
Nights I have slept have been so handful
Tryna vent out, say it under sound
It's sad but I guess I can never figure out
No way, there's no way
Saare dost kho diye pichle saal
Kaafi tarsa mai ek baar rone ko
Shayad aasu bhi nahi hain mere paas
Ab to ghum bhi na lage mera khaas
Itne dard hee kaha hain mere paas
Aisa maan liya hai maine aaj
Shayad logo ne jeeya hai mujhko mujhse zyada baar
Par koi ni
Kisi shaqs me kabhi hum khoye ni
Khoye bas, unn pedo ke beech
Samandar ke paas
Papa ki uss champi me, jugnu ke saath
Poori poori raat soye ni
Mai aur mera khwab kabhi soye ni
Soye bas, khilauno ke beech
Choti thi jab aankh
Dauda aaya karta maa ki thapki ke paas
Jab duniya haseen thi
Fir lori jo khatam to kabhi soye ni
Kahaniya bhi padi hain hazar
Kareeb aadhon me mai khud gunehgaar
Par baakiyo me waqt ki daraar
Aur ek jisko sunte hee fate mere kaan
Zikr karna mera dil tod dega
Likhunga to kya vo kaata dil chorh dega?
Dil se jo karne laga zikr har baar
Mera har gaana sau dafa dil tod dega
Chahu na andhere ab aur mai
Sirf dimaagi roop se na bimaar mai
Lagana mai bhi chahta hu apno ko gale roz
Par jazbaato ki haalat thodi kharab hai
Thode sehme hain, kaafi sehre hain
Thode gehre hain aur kuch ye kehre hain
Mujhe jaagna nahi hai
Kuch bhi maan na nahi hai
Bachalo bas thoda sa
Mujhko haarna nahi hai
Chahe lelena mujhse mera tum sabkuch
Bas doobne lagu mai jab thoda zyada
Batadena tum sabko mujhe haarna nahi hai
Can't forget my sins
Can't forgive myself
How can I love when I don't love myself
No way, there's no way
Past I have had has been so stressful
Nights I have slept have been so handful
Tryna vent out, say it under sound
It's sad but I guess I can never figure out
No way, there's no way
Itne sapne jo dekhe hain kaise honge vo poore
Jab ek baar hasta bhi nahi
Mai din me poore
Padhai mujhse hoti ni
Aur aage ka koi hosh ni
If I put down the smile
Toh log mujhe ghoorein
Kamzor hu shayad
Manhoos bhi kaafi
Ab to khudke siva kisi cheez pe hasi bhi nahi aati
Chand khwahishen hain
Meri zindagi pe unka haq
Banane thode gaane
Likhne hazaro khat
Lagane thode ped
Nature me rehna bas
Itna hee, isse zyada na kam
Mai chahu itna hee
Buniyadein bhi utni jitno me auron ki na chat chine
Khushi bas utni udaasi jitne me bhi chup sake
Tezi bas utni jitne me lautke bacha pau
Yadein bas utni jitne me aaj ko bhula pau
Galtiyon ki rakam nahi par maafi bohot mehengi
Guilt ki koi kabar nahi, vo aati jaati rehti
Aur aate-jaate raston pe roz roz rulati
Kaash badal paata sab
Ya neend aa jaati gehri
Agar sachhi so gaya
Aur kabhi jag na saka
Ya fir rone par tum sabke
Mai bhi ro na saka
To rona nahi, thodi tasalli rakhna
Mehfooz hai mann maut ki baahon me
Kyuki jeetejee to aisa kabhi ho na saka
Can't forget my sins
Can't forgive myself
How can I love when I don't love myself
No way, there's no way
Past I have had has been so stressful
Nights I have slept have been so handful
Tryna vent out, say it under sound
It's sad but I guess I can never figure out
No way, there's no way
Credits
Writer(s): Climax
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2025 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.