Ghaav
ghaav lage khoob mujhe
ghaav nahi choot rahe
Khoon beh raha, Mai haar gaya
shaayad naa khoon bache
ghaav lage khoob mujhe
ghaav nahi choot rahe
Khoon beh raha, Mai haar gaya
shaayad naa khoon bache
Ghaayal hua ab ye mann kyu?
dil kyu nhi hota hai santusht?
Chot lagi, rota nhi par kyu?
Kyunki aansu bahaate naa chakshu
Ye haar nhi maante meri tarah
Kya bachi khushi kisi taraf?
Kuch to jeene ki hai wajah
Ya dil ye bana sirf baraf?
Bayaan karta dukh mai iss kalam se
Kadwa hai sach, khoon halak se
Nikle nai aansu par aankh se
aag nhi ban paata, raakh hai
Jalaata woh cheezein jo aaye
Dil mein aag, khaae hi jaaye
karne ko Baatein bachi nai
Tabhi sab baatein banaae
Dukh likh rha, lage khoon se likh rha
Likh kar is dukh pe noon hai chidka
Patthar par gira to chila ye dil
(Par) aansu ka ek bhi boond naa girta
Dhund lagta yahan sab kuch
Lage ro ke bana du mai satluj
Yahan dukh hai kitna ye mat puch
Ghaayal hua ab ye mann kyu?
ghaav lage khoob mujhe
ghaav nahi choot rahe
Khoon beh raha, Mai haar gaya
Shaayad naa khoon bache
ghaav lage khoob mujhe
ghaav nahi choot rahe
Khoon beh raha, Mai haar gaya
shaayad naa khoon bache
Chalti ni baat mujhe pata ab
Jaati nhi saans ab khuda tak
Roz maru mai, phir saansein kyu chale?
Maut mujhe mile kyu khud aa kar
Juda karke ye baatein ab mujhse
Paas ni koi ab baatein sirf khudse
Dost ab koi bhi yaad nahi
Khud ke siva ab saare hain chubhte
Bhugte ye dard mera dil ab
Khud hi mein khud ki hun dikkat
Maane koi yaa naa maane
Hoti khudse milke hi zillat
Baat hai kya? Uski wajah kya?
Chot jahaan lage, woh jagah kya?
girke uthne ki himmat nai
Haar maan ne ki hai saza kya?
ghaav lage khoob mujhe
ghaav nahi choot rahe
Khoon beh raha, Mai haar gaya
shaayad naa khoon bache
ghaav nahi choot rahe
Khoon beh raha, Mai haar gaya
shaayad naa khoon bache
ghaav lage khoob mujhe
ghaav nahi choot rahe
Khoon beh raha, Mai haar gaya
shaayad naa khoon bache
Ghaayal hua ab ye mann kyu?
dil kyu nhi hota hai santusht?
Chot lagi, rota nhi par kyu?
Kyunki aansu bahaate naa chakshu
Ye haar nhi maante meri tarah
Kya bachi khushi kisi taraf?
Kuch to jeene ki hai wajah
Ya dil ye bana sirf baraf?
Bayaan karta dukh mai iss kalam se
Kadwa hai sach, khoon halak se
Nikle nai aansu par aankh se
aag nhi ban paata, raakh hai
Jalaata woh cheezein jo aaye
Dil mein aag, khaae hi jaaye
karne ko Baatein bachi nai
Tabhi sab baatein banaae
Dukh likh rha, lage khoon se likh rha
Likh kar is dukh pe noon hai chidka
Patthar par gira to chila ye dil
(Par) aansu ka ek bhi boond naa girta
Dhund lagta yahan sab kuch
Lage ro ke bana du mai satluj
Yahan dukh hai kitna ye mat puch
Ghaayal hua ab ye mann kyu?
ghaav lage khoob mujhe
ghaav nahi choot rahe
Khoon beh raha, Mai haar gaya
Shaayad naa khoon bache
ghaav lage khoob mujhe
ghaav nahi choot rahe
Khoon beh raha, Mai haar gaya
shaayad naa khoon bache
Chalti ni baat mujhe pata ab
Jaati nhi saans ab khuda tak
Roz maru mai, phir saansein kyu chale?
Maut mujhe mile kyu khud aa kar
Juda karke ye baatein ab mujhse
Paas ni koi ab baatein sirf khudse
Dost ab koi bhi yaad nahi
Khud ke siva ab saare hain chubhte
Bhugte ye dard mera dil ab
Khud hi mein khud ki hun dikkat
Maane koi yaa naa maane
Hoti khudse milke hi zillat
Baat hai kya? Uski wajah kya?
Chot jahaan lage, woh jagah kya?
girke uthne ki himmat nai
Haar maan ne ki hai saza kya?
ghaav lage khoob mujhe
ghaav nahi choot rahe
Khoon beh raha, Mai haar gaya
shaayad naa khoon bache
Credits
Writer(s): Rap Like Yash
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2025 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.