Roshni

Rahi ban kar me betha kamre me akela
Suraj bhi sogya hai badlo ki chhav me
Jhoothi laali ko mene samjha ek savera
Andhi paar karne chala hu kagaz ki ek naav me

Man bhara hai chizo se
Per kyu dil lag rha hai khali sa
Bhogh bhargya kismat pe
Kyu kas gyi hai saari daliyaan
Naa! sunne ki aadat hai or
Sunne ki aadat hai gaaliyaan
Tarifo se mene pet bhar liya
Achi lag rhi hai taaliyaan

Awara bangye hai aaj kal ye khawaab mere
(Khawaab mere)
Aajana jaldi ghar dekh bol rhi ye roshni
Narazgi sabki hai per chalengye sab saath mere
(Saath mere)
Khwahishe kismat bhar dekh bol rhi ye Roshni

Aankhe ban kar khoja apne dil me
Toh mila mujhe mera ek tuta hua hissa
Dekha pass jake aaine me khada tha
Per me nhi vo man khogya tha jiska

(YEAH)

Aankho me baaten hai
Dil se jatate hai
Tez chalengye per fisal bhi jate hai
Rona-Dhona dukh me hai hona
Samjhana chod diya
(Samjhana chod diya)
Behete the aasu kya krega tu
Samjhta tha kyu
Hogya jaadu
Sabke samne apne haath mene jodd diya

Chal haath utha le ab tu chalna mere saath
(Mere saath)
Icha soch band aankho me chamak rhe dekh tere haath
(Tere haath)
Dastak hui ek dil pe ab manzil ka tu naam le
Ye roshni andar ki tu dekhega tere samne



Credits
Writer(s): Agam Jot Singh
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link