Sign Out - Live
mera hi rauf, mera hi khauf
mujhe hi khatam karna hai yeh shaukh
mere jaise galiyo mein milte hai boht
kaam apna bhari issliyeh marte hai top
hard wale jigar ko saath apan rakhte
bina wajah ke apne hote nahi masle
masle issliyeh hum toh ladte hai
ladte hai piche bulao jung mein
jung mein hi saaf karte haato ko pehle
asal wala khel yeh toh khele hi nahi hai choote
bolne ko kuch hai hi nahi choote
hum jaise inko shuru mein todte
todte hai aise fir khade nahi hoote
shakal chupake woh aaine mein roote
raasta hai sidha hum fir bhi moodte hai
moodte hai lekin apan khel nahi choodte hai
doosro ki khidki mein hum nahi jakhte
kaam aane par woh humme pukarte
gaano ko loop kar karke gaate
faasla hai itna ki nazdik nahi aate
fans bolke sabko yede banate
quality beta woh hum hi dikhate
rap karna inhe hum hi sikhate
shaane hai hum sirf bante bichare
bante bichare... bante bichare...
ha... shaane hai hum sirf bante bichare...
naam hai jidhar who jaate udhar
waqt aane pe woh dikhte nahi idhar
bars gaano mein set karege kidhar
masters hai hum woh kar rahe kinder(garden)
hum jaisa koi nahi hai iss brahmand mein
dekhna ek din hoge demand mein
ek ek karke lege sabko remand mein
tab jaake puchege kaalka hisaab de
humari ginti hoti alag se
harana mushkil hai saare bande kadak hai
ladte hai hum jaise saache marad hai
chuhe bhaagte niche patli surang se
galat teri soch tu galat banda
hip-hop ko kar raha hai tu beta ganda
ankhe hai khuli fir bhi tu andha
rapping ko maanta hai tu beta dhandha
ek din sadko pe apni hogi charcha
gaano ka wait karegi janta
o.g se sikha sirf o.g pe marta
bolta nahi sirf mehnaat b karta
mehnaat b karta...
ha... bolta nahi sirf mehnaat b karta...
ha...
idhar hai shark, idhar hai bars
banjar zameen pe tu akela nach
apne aane se pehle jaldi tu bhaag
hum jaiso se tu farak toh naap
nap bolke tu karle aaram
hum jaiso ka hota nahi daam
aasman mein dekh rangeen hai shaam
sapno mein tu humme marta salam
aise hi humare vicharo ko dekh
karte hai kaise sirf isharo ko dekh
baraf hai idhar chal zameen pe let
idhar se dikhau kya narak ka gate
pochna hai jaha waha hote nahi late
sikhata hu sub chal saathme tu beth
facts apne gaano mein hoti nahi fake
12(barah) k baad sign out karte hai chat
sign out a chat...
ha...
plug out
mujhe hi khatam karna hai yeh shaukh
mere jaise galiyo mein milte hai boht
kaam apna bhari issliyeh marte hai top
hard wale jigar ko saath apan rakhte
bina wajah ke apne hote nahi masle
masle issliyeh hum toh ladte hai
ladte hai piche bulao jung mein
jung mein hi saaf karte haato ko pehle
asal wala khel yeh toh khele hi nahi hai choote
bolne ko kuch hai hi nahi choote
hum jaise inko shuru mein todte
todte hai aise fir khade nahi hoote
shakal chupake woh aaine mein roote
raasta hai sidha hum fir bhi moodte hai
moodte hai lekin apan khel nahi choodte hai
doosro ki khidki mein hum nahi jakhte
kaam aane par woh humme pukarte
gaano ko loop kar karke gaate
faasla hai itna ki nazdik nahi aate
fans bolke sabko yede banate
quality beta woh hum hi dikhate
rap karna inhe hum hi sikhate
shaane hai hum sirf bante bichare
bante bichare... bante bichare...
ha... shaane hai hum sirf bante bichare...
naam hai jidhar who jaate udhar
waqt aane pe woh dikhte nahi idhar
bars gaano mein set karege kidhar
masters hai hum woh kar rahe kinder(garden)
hum jaisa koi nahi hai iss brahmand mein
dekhna ek din hoge demand mein
ek ek karke lege sabko remand mein
tab jaake puchege kaalka hisaab de
humari ginti hoti alag se
harana mushkil hai saare bande kadak hai
ladte hai hum jaise saache marad hai
chuhe bhaagte niche patli surang se
galat teri soch tu galat banda
hip-hop ko kar raha hai tu beta ganda
ankhe hai khuli fir bhi tu andha
rapping ko maanta hai tu beta dhandha
ek din sadko pe apni hogi charcha
gaano ka wait karegi janta
o.g se sikha sirf o.g pe marta
bolta nahi sirf mehnaat b karta
mehnaat b karta...
ha... bolta nahi sirf mehnaat b karta...
ha...
idhar hai shark, idhar hai bars
banjar zameen pe tu akela nach
apne aane se pehle jaldi tu bhaag
hum jaiso se tu farak toh naap
nap bolke tu karle aaram
hum jaiso ka hota nahi daam
aasman mein dekh rangeen hai shaam
sapno mein tu humme marta salam
aise hi humare vicharo ko dekh
karte hai kaise sirf isharo ko dekh
baraf hai idhar chal zameen pe let
idhar se dikhau kya narak ka gate
pochna hai jaha waha hote nahi late
sikhata hu sub chal saathme tu beth
facts apne gaano mein hoti nahi fake
12(barah) k baad sign out karte hai chat
sign out a chat...
ha...
plug out
Credits
Writer(s): Toxic
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.