Struggle
Haa aatma vishwas nahi
Bole zimmedari
Kaam kardale maine kitne
Bhari Bhari
Paas mein na note mere
Na hai lambi gaadi
Aaj jiss bhi mukaam pe hun
Mein khuda ka aabhaaree
Maa ne pucha beta
Ab tu kahan se lega gaadi?
Kaam tu karta nahi
Na naukri hai sarkaari
Maine bola maa
Teri duaon ka hun aabhaaree
Inn duaon se jeet lunga
Mein jag ye saari
Mere verses thode bhaari
Janhit mein horahai hain jaari
Jisko hai shak meri kala pe
Lelo meri jaankari
Sar pe zimmedari
Apne kala ka hun aabhaaree
Paidaishi mein kalakaar nahi
Lekin hun kalamkaari
Din dekhe hain maine bhari
Roti kapda or lachaari
Meray music ki khumaari
Jitni thi mujhe har ek paari
Kaise laani apni baari
Kaise laaun apni baari?
Kyun ki mauka koi detaa nahi
Khudse laani hai khudke baari
Kaise hota struggle
Aake mujhse zara seekh
Kaise hote safal
Kaamyabi hai nazdeek
Kaise hota struggle
Aake mujhse zara seekh
Kaise honge safal
Duniya deti sirf bheek
Kaise hota struggle
Aake mujhse zara seekh
Kaise hote safal
Kaamyabi hai nazdeek
Kaise hota struggle
Aake mujhse zara seekh
Kaise honge safal
Duniya deti sirf bheek
Support maanga maine
Par mili mujhko gaali
Waqt aisa badal gaya ki
Gaali bangayi taali
Kalam meray saath jese
Wo meri gharwaali
Jobhi baatein kahi thi maine
Wo saari kardali
Meri baatein ab niraali
Bajne lagi hai ab taali
Pehlay dete the jo gaali
Bole ab "Bahubali"
Mera level ab sarkaari
Meray saath na koi naari
Apne kala ka hun aabhaaree
Lambi khelunga mein ye paari
Maine laayi apni baari
Ye meray haat kalamkaari
Mehnat full meri jaari
Meri sangeet ki ye khumari
Ye struggle hai jaari
Kya karlegi meri lachaari?
Kaam aisa karunga bhaari
Duniya dekhe gi ye saari...
Kaise hota struggle
Aake mujhse zara seekh
Kaise hote safal
Kaamyabi hai nazdeek
Kaise hota struggle
Aake mujhse zara seekh
Kaise honge safal
Duniya deti sirf bheek
Kaise hota struggle
Aake mujhse zara seekh
Kaise hote safal
Kaamyabi hai nazdeek
Kaise hota struggle
Aake mujhse zara seekh
Kaise honge safal
Duniya deti sirf bheek
Bole zimmedari
Kaam kardale maine kitne
Bhari Bhari
Paas mein na note mere
Na hai lambi gaadi
Aaj jiss bhi mukaam pe hun
Mein khuda ka aabhaaree
Maa ne pucha beta
Ab tu kahan se lega gaadi?
Kaam tu karta nahi
Na naukri hai sarkaari
Maine bola maa
Teri duaon ka hun aabhaaree
Inn duaon se jeet lunga
Mein jag ye saari
Mere verses thode bhaari
Janhit mein horahai hain jaari
Jisko hai shak meri kala pe
Lelo meri jaankari
Sar pe zimmedari
Apne kala ka hun aabhaaree
Paidaishi mein kalakaar nahi
Lekin hun kalamkaari
Din dekhe hain maine bhari
Roti kapda or lachaari
Meray music ki khumaari
Jitni thi mujhe har ek paari
Kaise laani apni baari
Kaise laaun apni baari?
Kyun ki mauka koi detaa nahi
Khudse laani hai khudke baari
Kaise hota struggle
Aake mujhse zara seekh
Kaise hote safal
Kaamyabi hai nazdeek
Kaise hota struggle
Aake mujhse zara seekh
Kaise honge safal
Duniya deti sirf bheek
Kaise hota struggle
Aake mujhse zara seekh
Kaise hote safal
Kaamyabi hai nazdeek
Kaise hota struggle
Aake mujhse zara seekh
Kaise honge safal
Duniya deti sirf bheek
Support maanga maine
Par mili mujhko gaali
Waqt aisa badal gaya ki
Gaali bangayi taali
Kalam meray saath jese
Wo meri gharwaali
Jobhi baatein kahi thi maine
Wo saari kardali
Meri baatein ab niraali
Bajne lagi hai ab taali
Pehlay dete the jo gaali
Bole ab "Bahubali"
Mera level ab sarkaari
Meray saath na koi naari
Apne kala ka hun aabhaaree
Lambi khelunga mein ye paari
Maine laayi apni baari
Ye meray haat kalamkaari
Mehnat full meri jaari
Meri sangeet ki ye khumari
Ye struggle hai jaari
Kya karlegi meri lachaari?
Kaam aisa karunga bhaari
Duniya dekhe gi ye saari...
Kaise hota struggle
Aake mujhse zara seekh
Kaise hote safal
Kaamyabi hai nazdeek
Kaise hota struggle
Aake mujhse zara seekh
Kaise honge safal
Duniya deti sirf bheek
Kaise hota struggle
Aake mujhse zara seekh
Kaise hote safal
Kaamyabi hai nazdeek
Kaise hota struggle
Aake mujhse zara seekh
Kaise honge safal
Duniya deti sirf bheek
Credits
Writer(s): Asad Ad
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.