Tu He Yaara (Unplugged) - Radio Edit

O re humdum har dum sach main kehta hoon
Me aayine ke us paar he rehta hoon
Bandhe baalon me se jo teri zulfein bahar aati hain
Rab ki hai kasam sabse khushnuma vo hain
Hmm...
Hmm.

Bus jaan le agar ye akhiri
Dafa tujhe nazare dekh rahi
Mere liye itna sa bhi kaafi hai

Jag saara dhoond daala
Chahta hu main batana
Tu he yaara tu he yaara
Tu he yaara tu he yaara
Ik taara tu he aaya
Apna tune banaya
Tu he yaara tu he yaara
Tu he yaara tu he yaara

Unke jaisa hu main nahi
Dil ki batein kar deta hu
Rootha hu bhale sabse hi
Tujhse hi par dil lagta hai
Khudko kabhi chahaa nahi
Tujhko aisa dikhta kya hai
Teri meherbaani yahi
Ayetbaar mujhpe jo hai

Jag saara dhoond daala
Chahta hu main batana
Tu he yaara tu he yaara
Tu he yaara tu he yaara
Ik taara tu he aaya
Apna tune banaya
Tu he yaara tu he yaara
Tu he yaara tu he yaara

Jag saara dhoond daala
Chahta hu main batana
Tu he yaara tu he yaara
Tu he yaara tu he yaara
Ik taara tu he aaya
Apna tune banaya
Tu he yaara tu he yaara
Tu he yaara tu he yaara

(Mature cheez hogi ki ab hum baat na karein
Humare beech jo bhi tha - love you, love you - ab uska koi matlab nahi)

Par bekhabar tu rahi mere pyaar se
Par bekhabar tu rahi mere pyaar se
Par bekhabar tu rahi mere pyaar se
Par bekhabar tu rahi mere pyaar se

Hmm...
Hmm...
Hmm...
Hmm...



Credits
Writer(s): Piyush Parmar
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link