Rooh
Tere liye mein rukoon toh ishq mein rahegi woh baat nahi
Kabhi yoon hi chu loon toh kaape teri rooh nayaab si

Siddat ka tu puch mat
Bewajah rooth mat
Teri rooh suungh ke khicha aaya paas tere baatein saari bhool mat! Jaagi ab!
Aakhon mein ashqkon mein paani dher saara
Chand ne tera roop ko hai nikhara
Sang dekhe tere khawaab they kaise ab mujhko sataye teri aadatein mein deewana
Har second ka snap babygirl
Long drive pe chale they haath thaam kar
Us pal ki talab jab saasein teri sard mein choome mere chere ko raat bhar
Tere sang sajana tha samiyana
Likh le pyar ka razinama
Sabak mujhe mile itne tum sab baat maano meri tum kabhi mat dil lagana

Kabhi tujhe chu lu toh kaape teri rooh ye nayaab si

Mera dil tere paas hi hai
Tu Sargam kisi raag ki hai
Tere jaisi koyi aur nahi
Kaise mile hum tujhe bhi hai
Pehle din dekha classroom mein then I zoomed in
Dusky tone badi aakein haan tu cute si
Khoob thi side chicks paas baithi corner row mein but I wished you choose me
Excuse me! Milta tha notes ke bahane karoon Hi mein
Haye mein takda rahu aate butterflies hai
Boys hai dher saara clout tere peeche
Par mein Var tera baaki sab bane ab tere bhai hai
Sundarta sundar tere karan kya tu jaanti hai
VC phone dead tak isse jyada kyaa maangti hai
Dil ka sukoon tu junoon tu ragon mein behta khoon Marilyn Monroe bhi shunya tujhse khaas nahi hai

Credits
Writer(s): Gaurang Parsai
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.