Shiv Shambhu
Dum Dum dambroo dum kar ninaad shivmay ho saara bhramaand

Tere baare kya likhoon ya likhoon bhaut kuch mujhe samajh nahi
Jiska aadi na ant hai ansh har kan mein wahi pralay bhi
Panchtatva adheen hai jiske Mahadev pracheen hai sabse alakh niranjan bhav bhay Bhanjan mahadev sarvopari
Aankh hai inki mastak pe natraaj kala mein saksham hai
Varchasva tihu lok mein jiske saath khada wah har dum hai

Sanhaar aur sawara jag hai jaan se bhi pyara vish ka pyala utara gale mila jab bhi
Karuna ka pitara kalyug ke pitamah
Baandhe dharma bane ye rakshak bhi
Aaka jaise mere ma papa vaise hi bholenath hum sabhi se pyar Karenge
Rakshaq har waqt tere mere bholenath hum sabhi bhakton ka dhyaan rakhenge
Tu bata kaha likha manghadant kahaniya bana diya jisne vish piya woh mahakaal kya Charas aur chillamein bharenge
Shiv Shambhu Shiv Bholenath tu
Trilokesh tap ka abhaas tu
Pashupati sang tera saath toh
Gagan cheer dharti sawaar loon
Shiv Shambhu Shiv Bholenath tu
Trilokesh tap ka abhaas tu
Pashupati sang tera saath toh
Gagan cheer dharti sawaar loon
Aati pralay khole teeji aankh
Phuke jaan kare paap naash
Rudraksh tera shringhaar
Is dhara pe le tu avtaar
Jab Badhi tapish teehu lok mein
Andkaar ab ye chate chate
Jab dum dum dum dam dam dam dam
Damru tora baje baje
Jai Jai shankar namami shankar shiv shankar shambhu
Hai girijapati bhawani shankar shiv shankar shambhu

O Mahadev neela akaash tu
Mahadev man ka prakash O
mahadev sang tera saath
Gagan cheer dharti sawaar loon
Is dhara ke har alaap mein
Sheetal ye jalprapaat mein
Maharishi ke ved gaan mein
Tori adhbudh saje saje

Credits
Writer(s): Gaurang Here
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.