Rango Bhari Duniya

Baarish ki boonde aasman ke taare
Chanda ki roshni or baadal itne saare
Suraj ka tez or in paido ke kinaare
Chhanv me baithe ye fool kitne pyaare
Nadiyon ka paani or samandar ki lehre
Kitna he sundar ye jag mera tu sun re
Kuch bhi na pata mujhe pyaar ho gaya
In rango bhari duniya se qarar ho gaya
Kuch bhi na pata kyu itna pyar ho gaya
Dekhte he inko pyaar sawar ho gaya
Tum khoye ho itne itne kho na jaana
Vigyapan ki duniya me tum so na jaana
Jhuthe ye log nakli ye chehre
Kehne ko sundar par andar se meele
Sachai ye roye asliyat hum khoye
Dard hum pohochaye jo hume goed me sulaye
Kuch bhi na pata mujhe pyaar ho gaya
In rango bhari duniya se qarar ho gaya
Kuch bhi na pata kyu itna pyaar ho gaya
Tum chaho na chaho me jaan nisar ho gaya



Credits
Writer(s): Naman Verma
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link