Aadat Buri Hai
Tere roop kitne
Haseen khwaab hai tu
Judta bikharta sa
Ik naam hai tu
Mere kaanon mein goonjti
Ik aawaaz hai tu
Mere dil mein bajta
Ik saaz hai tu
Tujhse bichhadne ki aadat buri hai
Jo bhi ho wajah lekin saza tune di hai
Mana meri jaan galti bhi mujhse hui hai
Wafa bhi toh tujhse hi ki hai
Andhere mitati
Woh dhoop hai tu
Jise sochoon khayaalon mein
Woh roop hai tu
Meri saanson mein bas tu
Har dum mehakti
Alag si hai lekin
Kuch khaas hai tu
Tujhse bichhadne ki aadat buri hai
Jo bhi ho wajah lekin saza tune di hai
Mana meri jaan galti bhi mujhse hui hai
Wafa bhi toh tujhse hi ki hai
Bas itni si hai ik meri iltija
Bas ek dafa mujhko kahin mil ja
Pehchaanoonga tujhko andheri raaton mein bhi
Is baar tujhko jaane doonga nahin
Tujhse bichhadne ki aadat buri hai
Jo bhi ho wajah Lekin saza tune di hai
Mana meri jaan galti bhi mujhse hui hai
Wafa bhi toh tujhse hi ki hai
Tujhse bichhadne ki aadat gayi hai
Ab teri aadat lagi hai
Haseen khwaab hai tu
Judta bikharta sa
Ik naam hai tu
Mere kaanon mein goonjti
Ik aawaaz hai tu
Mere dil mein bajta
Ik saaz hai tu
Tujhse bichhadne ki aadat buri hai
Jo bhi ho wajah lekin saza tune di hai
Mana meri jaan galti bhi mujhse hui hai
Wafa bhi toh tujhse hi ki hai
Andhere mitati
Woh dhoop hai tu
Jise sochoon khayaalon mein
Woh roop hai tu
Meri saanson mein bas tu
Har dum mehakti
Alag si hai lekin
Kuch khaas hai tu
Tujhse bichhadne ki aadat buri hai
Jo bhi ho wajah lekin saza tune di hai
Mana meri jaan galti bhi mujhse hui hai
Wafa bhi toh tujhse hi ki hai
Bas itni si hai ik meri iltija
Bas ek dafa mujhko kahin mil ja
Pehchaanoonga tujhko andheri raaton mein bhi
Is baar tujhko jaane doonga nahin
Tujhse bichhadne ki aadat buri hai
Jo bhi ho wajah Lekin saza tune di hai
Mana meri jaan galti bhi mujhse hui hai
Wafa bhi toh tujhse hi ki hai
Tujhse bichhadne ki aadat gayi hai
Ab teri aadat lagi hai
Credits
Writer(s): Nikhil And Rishabh, Nikhil Shetty, Rishabh Ravi
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.